aap pahlu mein jo baiThein to sambhal kar baiThein — Jaleel Manikpuri
aap pahlu mein jo baiThein to sambhal kar baiThein
dil-e-betaab ko aadat hai machal jaane ki
Urdu
آپ پہلو میں جو بیٹھیں تو سنبھل کر بیٹھیں
دل بیتاب کو عادت ہے مچل جانے کی
Hindi
आप पहलू में जो बैठें तो सँभल कर बैठें
दिल-ए-बेताब को आदत है मचल जाने की

Jaleel Manikpuri
Jaleel Manikpuri
poet425 quotes