SHAWORDS

shab un ki hai jo teraa khvaab dekhein aur din un kaa — Jaleel Manikpuri

shab un ki hai jo teraa khvaab dekhein aur din un kaa
jo baiThe yaad tujh ko subh se taa-shaam karte hain
Urdu

شب ان کی ہے جو تیرا خواب دیکھیں اور دن ان کا
جو بیٹھے یاد تجھ کو صبح سے تا شام کرتے ہیں

Hindi

शब उन की है जो तेरा ख़्वाब देखें और दिन उन का
जो बैठे याद तुझ को सुब्ह से ता-शाम करते हैं

Jaleel Manikpuri
Jaleel Manikpuri
Jaleel Manikpuri
poet425 quotes