jise na aane ki qasmein main de ke aayaa huun — Javed Naseemi
jise na aane ki qasmein main de ke aayaa huun
usi ke qadmon ki aahaT kaa intizaar bhi hai
Urdu
جسے نہ آنے کی قسمیں میں دے کے آیا ہوں
اسی کے قدموں کی آہٹ کا انتظار بھی ہے
Hindi
जिसे न आने की क़स्में मैं दे के आया हूँ
उसी के क़दमों की आहट का इंतिज़ार भी है

Javed Naseemi
Javed Naseemi
poet24 quotes