Shayari
bikhre hue khvaabon ki vo tasvir hai shaayad
ab ye bhi nahin yaad kahaan us se milaa thaa
us ne to chhinaa thaa mere jism se meraa libaas
jab pahan kar us ne dekhaa to qabaa Dhili mili
اس نے تو چھینا تھا میرے جسم سے میرا لباس
جب پہن کر اس نے دیکھا تو قبا ڈھیلی ملی
उस ने तो छीना था मेरे जिस्म से मेरा लिबास
जब पहन कर उस ने देखा तो क़बा ढीली मिली

bikhre hue khvaabon ki vo tasvir hai shaayad
ab ye bhi nahin yaad kahaan us se milaa thaa
khauf-o-dahshat se lab nahin khulte
varna qaatil miri nigaah mein hai
jab bhi lauTaa gaanv ke baazaar se
mujh ko sab bachchon ne dekhaa pyaar se
ehsaas-e-tirgi thaa use raushni ke baad
is khauf se charaagh ki lau kaanpti rahi
shab-e-firaaq ki tanhaaiyon mein teraa khayaal
mire vajud se kartaa rahaa judaa mujh ko