Sher
"bikhre hue khvabon ki vo tasvir hai shayad ab ye bhi nahin yaad kahan us se mila tha"

Nawab Ahsan
bikhre hue khvabon ki vo tasvir hai shayad
बिखरे हुए ख़्वाबों की वो तस्वीर है शायद
khauf-o-dahshat se lab nahin khulte
ख़ौफ़-ओ-दहशत से लब नहीं खुलते
us ne to chhina tha mere jism se mera libas
उस ने तो छीना था मेरे जिस्म से मेरा लिबास
shab-e-firaq ki tanha.iyon men tera khayal
शब-ए-फ़िराक़ की तन्हाइयों में तेरा ख़याल
jab bhi lauTa gaanv ke bazar se
जब भी लौटा गाँव के बाज़ार से
ehsas-e-tirgi tha use raushni ke ba.ad
एहसास-ए-तीरगी था उसे रौशनी के बा'द
"bikhre hue khvabon ki vo tasvir hai shayad ab ye bhi nahin yaad kahan us se mila tha"
"khauf-o-dahshat se lab nahin khulte varna qatil miri nigah men hai"
"us ne to chhina tha mere jism se mera libas jab pahan kar us ne dekha to qaba Dhili mili"
"shab-e-firaq ki tanha.iyon men tera khayal mire vajud se karta raha juda mujh ko"
"jab bhi lauTa gaanv ke bazar se mujh ko sab bachchon ne dekha pyaar se"
"ehsas-e-tirgi tha use raushni ke ba.ad is khauf se charagh ki lau kanpti rahi"
bikhre hue khvaabon ki vo tasvir hai shaayad
ab ye bhi nahin yaad kahaan us se milaa thaa
khauf-o-dahshat se lab nahin khulte
varna qaatil miri nigaah mein hai
jab bhi lauTaa gaanv ke baazaar se
mujh ko sab bachchon ne dekhaa pyaar se
ehsaas-e-tirgi thaa use raushni ke baad
is khauf se charaagh ki lau kaanpti rahi
shab-e-firaaq ki tanhaaiyon mein teraa khayaal
mire vajud se kartaa rahaa judaa mujh ko
us ne to chhinaa thaa mere jism se meraa libaas
jab pahan kar us ne dekhaa to qabaa Dhili mili