kuchh dekhne ki dil mein tamannaa nahin baaqi — Shahzad Ahmad
kuchh dekhne ki dil mein tamannaa nahin baaqi
kyaa apni bhi taaqat se sivaa dekh liyaa hai
Urdu
کچھ دیکھنے کی دل میں تمنا نہیں باقی
کیا اپنی بھی طاقت سے سوا دیکھ لیا ہے
Hindi
कुछ देखने की दिल में तमन्ना नहीं बाक़ी
क्या अपनी भी ताक़त से सिवा देख लिया है

Shahzad Ahmad
Shahzad Ahmad
poet259 quotes