nahin maalum kitne ho chuke hain imtihaan ab tak — Wasif Dehlvi
nahin maalum kitne ho chuke hain imtihaan ab tak
magar tere vafaadaaron ki himmat hai javaan ab tak
Urdu
نہیں معلوم کتنے ہو چکے ہیں امتحاں اب تک
مگر تیرے وفاداروں کی ہمت ہے جواں اب تک
Hindi
नहीं मालूम कितने हो चुके हैं इम्तिहाँ अब तक
मगर तेरे वफ़ादारों की हिम्मत है जवाँ अब तक

Wasif Dehlvi
Wasif Dehlvi
poet22 quotes