marne ke liye aa.e the ham dasht-e-bala men
jiine ki du'a de gaya darvesh hamen kyon

Aafreen Faheem Aafi
Aafreen Faheem Aafi
Sherशेर
marne ke liye aa.e the ham dasht-e-bala men
मरने के लिए आए थे हम दश्त-ए-बला में
ye aur baat musalsal hara raha lekin
ये और बात मुसलसल हरा रहा लेकिन
arzu-e-dil-e-betab mukammal kar de
आरज़ू-ए-दिल-ए-बेताब मुकम्मल कर दे
dil lutf-e-intizar ka ummid-var tha
दिल लुत्फ़-ए-इंतिज़ार का उम्मीदवार था
Popular Sher & Shayari
8 totalye aur baat musalsal hara raha lekin
darakht-e-dil pe kabhi mausami samar na lage
arzu-e-dil-e-betab mukammal kar de
khvahish-e-did-e-sanam chashm men bal khati hai
dil lutf-e-intizar ka ummid-var tha
vo dastyab ho gaya takhir ke baghair
marne ke liye aae the ham dasht-e-balaa mein
jiine ki du'aa de gayaa darvesh hamein kyon
ye aur baat musalsal haraa rahaa lekin
darakht-e-dil pe kabhi mausami samar na lage
aarzu-e-dil-e-betaab mukammal kar de
khvaahish-e-did-e-sanam chashm mein bal khaati hai
dil lutf-e-intizaar kaa ummid-vaar thaa
vo dastyaab ho gayaa taakhir ke baghair
Ghazalग़ज़ल
hairaan huun main dekh ke parvardigaar kyon
हैरान हूँ मैं देख के परवरदिगार क्यों
zulm ki jo bhi mazammat nahin karne vaale
ज़ुल्म की जो भी मज़म्मत नहीं करने वाले
is liye aate hain sailaab miri aankhon mein
इस लिए आते हैं सैलाब मिरी आँखों में
dil mein aaseb-e-tamanna ko chhupaane vaale
दिल में आसेब-ए-तमन्ना को छुपाने वाले
ik mulaaqaat kaa bas tum se bahaanaa chaahaa
इक मुलाक़ात का बस तुम से बहाना चाहा
zindagi kaise 'ajab moD pe le aai hai
ज़िंदगी कैसे 'अजब मोड़ पे ले आई है





