hamen khabar thi zaban kholte hi kya hoga
kahan kahan magar ankhon pe haath rakh lete

Aashufta Changezi
Aashufta Changezi
Sherशेर
See all 36 →hamen khabar thi zaban kholte hi kya hoga
हमें ख़बर थी ज़बाँ खोलते ही क्या होगा
tezi se bit.te hue lamhon ke saath saath
तेज़ी से बीतते हुए लम्हों के साथ साथ
hamen bhi aaj hi karna tha intizar us ka
हमें भी आज ही करना था इंतिज़ार उस का
kis ki talash hai hamen kis ke asar men hain
किस की तलाश है हमें किस के असर में हैं
bura mat maan itna hausla achchha nahin lagta
बुरा मत मान इतना हौसला अच्छा नहीं लगता
sabhi ko apna samajhta huun kya hua hai mujhe
सभी को अपना समझता हूँ क्या हुआ है मुझे
Popular Sher & Shayari
72 totaltezi se bit.te hue lamhon ke saath saath
jiine ka ik azaab liye bhagte rahe
hamen bhi aaj hi karna tha intizar us ka
use bhi aaj hi sab vaade bhuul jaane the
kis ki talash hai hamen kis ke asar men hain
jab se chale hain ghar se musalsal safar men hain
bura mat maan itna hausla achchha nahin lagta
ye uThte baiThte zikr-e-vafa achchha nahin lagta
sabhi ko apna samajhta huun kya hua hai mujhe
bichhaD ke tujh se ajab rog lag gaya hai mujhe
tujh se bichhaDnaa koi nayaa haadsa nahin
aise hazaaron qisse hamaari khabar mein hain
ye baat yaad rakheinge talaashne vaale
jo us safar pe gae lauT kar nahin aae
arse se is dayaar ki koi khabar nahin
mohlat mile to aaj kaa akhbaar dekh lein
kyuun khilaune TuTne par aab-dida ho gae
ab tumhein ham kyaa bataaein kyaa pareshaani hui
ek manzar mein lipTe badan ke sivaa
sard raaton mein kuchh aur dikhtaa nahin
sabhi ko apnaa samajhtaa huun kyaa huaa hai mujhe
bichhaD ke tujh se ajab rog lag gayaa hai mujhe
Ghazalग़ज़ल
tum ne likkhaa hai likho kaisaa huun main
तुम ने लिक्खा है लिखो कैसा हूँ मैं
Thikaane yuun to hazaaron tire jahaan mein the
ठिकाने यूँ तो हज़ारों तिरे जहान में थे
ghar ki had mein sahraa hai
घर की हद में सहरा है
guzar gae hain jo mausam kabhi na aaeinge
गुज़र गए हैं जो मौसम कभी न आएँगे
gharaunde khvaabon ke suraj ke saath rakh lete
घरौंदे ख़्वाबों के सूरज के साथ रख लेते
duur tak phailaa samundar mujh pe saahil ho gayaa
दूर तक फैला समुंदर मुझ पे साहिल हो गया





