"nahin milti unhen manzil jinhen khauf-e-havadis hai jo maujon se nahin Darte nadi ko paar karte hain"

Abdul Majeed Khan Majeed
Abdul Majeed Khan Majeed
Sherशेर
See all 10 →nahin milti unhen manzil jinhen khauf-e-havadis hai
नहीं मिलती उन्हें मंज़िल जिन्हें ख़ौफ़-ए-हवादिस है
jis ke pairon tale zamin nahin
जिस के पैरों तले ज़मीन नहीं
bevafa kahiye ba-vafa kahiye
बेवफ़ा कहिए बा-वफ़ा कहिए
kahan shikva zamane ka pas-e-divar karte hain
कहाँ शिकवा ज़माने का पस-ए-दीवार करते हैं
zindagi chhoTi hai saman bahut
ज़िंदगी छोटी है सामान बहुत
ab charaghon men zindagi kam hai
अब चराग़ों में ज़िंदगी कम है
Popular Sher & Shayari
20 total"jis ke pairon tale zamin nahin us ka saara jahan hota hai"
"bevafa kahiye ba-vafa kahiye dil men aa.e jo barmala kahiye"
"kahan shikva zamane ka pas-e-divar karte hain hamen karna hai jo bhi ham sar-e-bazar karte hain"
"zindagi chhoTi hai saman bahut aur dil ke bhi hain arman bahut"
"ab charaghon men zindagi kam hai dil jalao ki raushni kam hai"
nahin milti unhein manzil jinhein khauf-e-havaadis hai
jo maujon se nahin Darte nadi ko paar karte hain
bevafaa kahiye baa-vafaa kahiye
dil mein aae jo barmalaa kahiye
na jaane kis ki yaad ne li dil mein gudgudi
aaina dekh dekh ke sharmaa rahe hain ham
kahaan shikva zamaane kaa pas-e-divaar karte hain
hamein karnaa hai jo bhi ham sar-e-baazaar karte hain
zindagi chhoTi hai saamaan bahut
aur dil ke bhi hain armaan bahut
kaif-o-masti surur kyaa maani
zindagi mein bhi ab khushi kam hai
Ghazalग़ज़ल
shisha-e-dil ko fazaa mein na uchhaalo yaaro
शीशा-ए-दिल को फ़ज़ा में न उछालो यारो
rah-e-vafaa mein ba-sad-shauq jab bhi ham nikle
रह-ए-वफ़ा में ब-सद-शौक़ जब भी हम निकले
ji mein aataa hai aaina dekhun
जी में आता है आइना देखूँ
hamein kyaa khabar hai kahaan chhoD aae
हमें क्या ख़बर है कहाँ छोड़ आए
jin ke liye zamaane kaa ham zahr pi chale
जिन के लिए ज़माने का हम ज़हर पी चले
yuun zindagi ke marhale dushvaar ho gae
यूँ ज़िंदगी के मरहले दुश्वार हो गए





