shayad ki ye zamana unhen pujne lage
kuchh log is khayal se patthar ke ho ga.e

Abdul Wahab Sukhan
Abdul Wahab Sukhan
Sherशेर
See all 14 →shayad ki ye zamana unhen pujne lage
शायद कि ये ज़माना उन्हें पूजने लगे
kitab-e-dil ka miri ek baab ho tum bhi
किताब-ए-दिल का मिरी एक बाब हो तुम भी
tumhari baat hi kya tum baDe hunar se mile
तुम्हारी बात ही क्या तुम बड़े हुनर से मिले
na.e hain vasl ke mausam mohabbaten bhi na.i
नए हैं वस्ल के मौसम मोहब्बतें भी नई
ye saneha bhi ho gaya hai raste men
ये सानेहा भी हो गया है रस्ते में
vo aise moD par mujh ko mila tha
वो ऐसे मोड़ पर मुझ को मिला था
Popular Sher & Shayari
28 totalkitab-e-dil ka miri ek baab ho tum bhi
tumhen bhi paDhta huun main ik nisab ki surat
tumhari baat hi kya tum baDe hunar se mile
na zakhm-e-dil ki tarah aur na charagar ki tarah
na.e hain vasl ke mausam mohabbaten bhi na.i
na.e raqib hain ab ke adavaten bhi na.i
ye saneha bhi ho gaya hai raste men
jo rahnuma tha vahi kho gaya hai raste men
vo aise moD par mujh ko mila tha
main tanha.i ka aadi ho chuka tha
jab bhi ye sochne lagtaa huun ki kaun apnaa hai
zehn mein aa ke kai naam nikal jaate hain
jal rahe hain abhi kamzor aqidon ke charaagh
jis kaa ji chaahe zamaane mein khudaa ho jaae
mohabbaton ke hasin baab se zaraa aage
kitaab-e-zist mein miltaa hai gumrahi kaa varaq
thaam rakkhi hai ham ne chaal apni
aaj-kal hain sitaare gardish mein
phans hi jaate hain kisi daam mein aakhir ham log
laakh kahte hain chhalaave mein nahin aaeinge
vo aise moD par mujh ko milaa thaa
main tanhaai kaa aadi ho chukaa thaa
Ghazalग़ज़ल
garche baatil ko naa-pasand rahaa
गरचे बातिल को ना-पसंद रहा
jab amn ke aasaar dekhte hain
जब अम्न के आसार देखते हैं
tujh se milne ki ujlaton mein huun
तुझ से मिलने की उजलतों में हूँ
koi pahlu mein abhi so ke uThaa hai shaayad
कोई पहलू में अभी सो के उठा है शायद
vo raqs karti mausamon ki shokhiyaan nahin rahin
वो रक़्स करती मौसमों की शोख़ियाँ नहीं रहीं
saDkein bhi chup hain miil ke patthar bhi ghar gae
सड़कें भी चुप हैं मील के पत्थर भी घर गए





