auron ki aag kya tujhe kundan bana.egi
apni bhi aag men kabhi chup-chap jal ke dekh

Abida Karamat
Abida Karamat
Sherशेर
See all 7 →auron ki aag kya tujhe kundan bana.egi
औरों की आग क्या तुझे कुंदन बनाएगी
us peD ke har phal men mira haq zara rakhna
उस पेड़ के हर फल में मिरा हक़ ज़रा रखना
vahin pe jhaaD ke uThte hain phir mata’-e-hayat
वहीं पे झाड़ के उठते हैं फिर मता’-ए-हयात
main us ki dhun men na.e raste pe ja nikli
मैं उस की धुन में नए रास्ते पे जा निकली
amaan men aa ke bhi jis ki main be-aman rahun
अमाँ में आ के भी जिस की मैं बे-अमान रहूँ
ham tire saa.e men kuchh der Thaharte kaise
हम तिरे साए में कुछ देर ठहरते कैसे
Popular Sher & Shayari
14 totalus peD ke har phal men mira haq zara rakhna
jis nanhe se paude ko shajar main ne kiya hai
vahin pe jhaaD ke uThte hain phir mata’-e-hayat
ki zindagi ko jahan jis ke naam karte hain
main us ki dhun men na.e raste pe ja nikli
dayar-e-jan se miri roz jo guzarta raha
amaan men aa ke bhi jis ki main be-aman rahun
kisi bhi aisi nazar ka mujhe hisar na de
ham tire saa.e men kuchh der Thaharte kaise
ham ko jab dhuup se vahshat nahin karni aa.i
us peD ke har phal mein miraa haq zaraa rakhnaa
jis nanhe se paude ko shajar main ne kiyaa hai
amaan mein aa ke bhi jis ki main be-amaan rahun
kisi bhi aisi nazar kaa mujhe hisaar na de
auron ki aag kyaa tujhe kundan banaaegi
apni bhi aag mein kabhi chup-chaap jal ke dekh
vahin pe jhaaD ke uThte hain phir mataa’-e-hayaat
ki zindagi ko jahaan jis ke naam karte hain
main us ki dhun mein nae raaste pe jaa nikli
dayaar-e-jaan se miri roz jo guzartaa rahaa
us ne meri shaakhon ko is tarah numu bakhshi
zakhm ke khileinge phuul dard kaa chaman hogaa
Ghazalग़ज़ल
hisaar mein liye be-naam ek vahshat thi
हिसार में लिए बे-नाम एक वहशत थी
koi baDh kar sitam mujh par sitam-ijaad kyaa kartaa
कोई बढ़ कर सितम मुझ पर सितम-ईजाद क्या करता
qalam ko khuun mein gharqaab dekhte jaao
क़लम को ख़ून में ग़र्क़ाब देखते जाओ
‘uqde khule na mujh pe tire khad-o-khaal ke
‘उक़्दे खुले न मुझ पे तिरे ख़द-ओ-ख़ाल के
nadi ehsaas ki chaDhti rahi hai
नदी एहसास की चढ़ती रही है
aag ke safar mein jab raakh kaa badan hogaa
आग के सफ़र में जब राख का बदन होगा





