"hai hukm-e-am ishq alaihis-salam ka puujo buton ko bhed kuchh in men khuda ke hain"

Ahmad Husain Mail
Ahmad Husain Mail
Sherशेर
See all 37 →hai hukm-e-am ishq alaihis-salam ka
है हुक्म-ए-आम इश्क़ अलैहिस-सलाम का
pyaar apne pe jo aata hai to kya karte hain
प्यार अपने पे जो आता है तो क्या करते हैं
jitne achchhe hain main huun un men bura
जितने अच्छे हैं मैं हूँ उन में बुरा
mohabbat ne 'ma.il' kiya har kisi ko
मोहब्बत ने 'माइल' किया हर किसी को
ramazan men tu na ja ru-ba-ru un ke 'ma.il'
रमज़ाँ में तू न जा रू-ब-रू उन के 'माइल'
agarche vo be-parda aa.e hue hain
अगरचे वो बे-पर्दा आए हुए हैं
Popular Sher & Shayari
74 total"pyaar apne pe jo aata hai to kya karte hain a.ina dekh ke munh chuum liya karte hain"
"jitne achchhe hain main huun un men bura hain bure jitne un men achchha huun"
"mohabbat ne 'ma.il' kiya har kisi ko kisi par kisi ko kisi par kisi ko"
"ramazan men tu na ja ru-ba-ru un ke 'ma.il' qabl-e-iftar badal ja.egi niyyat teri"
"agarche vo be-parda aa.e hue hain chhupane ki chizen chhupa.e hue hain"
mohabbat ne 'maail' kiyaa har kisi ko
kisi par kisi ko kisi par kisi ko
musalmaan kaafiron mein huun musalmaanon mein kaafir huun
ki quraan sar pe but aankhon mein hai zunnaar pahlu mein
jitne achchhe hain main huun un mein buraa
hain bure jitne un mein achchhaa huun
duur se yuun diyaa mujhe bosa
honT ki honT ko khabar na hui
agarche vo be-parda aae hue hain
chhupaane ki chizein chhupaae hue hain
naaz kar naaz tire naaz pe hai naaz mujhe
meri tanhaai hai partav tiri yaktaai kaa
Ghazalग़ज़ल
samajh ke huur baDe naaz se lagaai choT
समझ के हूर बड़े नाज़ से लगाई चोट
qibla-e-aab-o-gil tumhin to ho
क़िबला-ए-आब-ओ-गिल तुम्हीं तो हो
vo paara huun main jo aag mein huun vo barq huun jo sahaab mein huun
वो पारा हूँ मैं जो आग में हूँ वो बर्क़ हूँ जो सहाब में हूँ
shab-e-maah mein jo palang par mire saath soe to kyaa hue
शब-ए-माह में जो पलंग पर मिरे साथ सोए तो क्या हुए
vo but pari hai nikaalein na baal-o-par taaviz
वो बुत परी है निकालें न बाल-ओ-पर ता'वीज़
khaDe hain muusaa uThaao pardaa dikhaao tum aab-o-taab-e-aariz
खड़े हैं मूसा उठाओ पर्दा दिखाओ तुम आब-ओ-ताब-ए-आरिज़





