"rafaqaton ka tavazun agar bigaD jaa.e khamoshiyon ke ta.avun se ghar chala lena"

Ahmad Kamal Parwazi
Ahmad Kamal Parwazi
Sherशेर
See all 19 →rafaqaton ka tavazun agar bigaD jaa.e
रफ़ाक़तों का तवाज़ुन अगर बिगड़ जाए
mujh ko ma.alum hai mahbub-parasti ka azaab
मुझ को मालूम है महबूब-परस्ती का अज़ाब
miri aadat mujhe pagal nahin hone deti
मिरी आदत मुझे पागल नहीं होने देती
tujh se bichhDun to tiri zaat ka hissa ho ja.un
तुझ से बिछड़ूँ तो तिरी ज़ात का हिस्सा हो जाऊँ
is qadar aap ke badle hue tevar hain ki main
इस क़दर आप के बदले हुए तेवर हैं कि मैं
tum mire saath ho ye sach to nahin hai lekin
तुम मिरे साथ हो ये सच तो नहीं है लेकिन
Popular Sher & Shayari
38 total"mujh ko ma.alum hai mahbub-parasti ka azaab der se chand nikalna bhi ghalat lagta hai"
"miri aadat mujhe pagal nahin hone deti log to ab bhi samajhte hain ki ghar jaata huun"
"tujh se bichhDun to tiri zaat ka hissa ho ja.un jis se marta huun usi zahr se achchha ho ja.un"
"is qadar aap ke badle hue tevar hain ki main apni hi chiiz uThate hue Dar jaata huun"
"tum mire saath ho ye sach to nahin hai lekin main agar jhuuT na bolun to akela ho ja.un"
vo apne husn ki khairaat dene vaale hain
tamaam jism ko kaasa banaa ke chalnaa hai
ek hi tiir hai tarkash mein to ujlat na karo
aise mauqe pe nishaanaa bhi ghalat lagtaa hai
tujh se bichhDun to tiri zaat kaa hissa ho jaaun
jis se martaa huun usi zahr se achchhaa ho jaaun
aag to chaaron hi jaanib thi par achchhaa ye hai
hosh-mandi se kisi chiiz ko jalne na diyaa
mujh ko maalum hai mahbub-parasti kaa azaab
der se chaand nikalnaa bhi ghalat lagtaa hai
tum mire saath ho ye sach to nahin hai lekin
main agar jhuuT na bolun to akelaa ho jaaun
Ghazalग़ज़ल
tujh se bichhDun to tiri zaat kaa hissa ho jaaun
तुझ से बिछड़ूँ तो तिरी ज़ात का हिस्सा हो जाऊँ
tanhaai se bachaav ki surat nahin karun
तन्हाई से बचाव की सूरत नहीं करूँ
raushni saans hi le le to Thahar jaataa huun
रौशनी साँस ही ले ले तो ठहर जाता हूँ
vo ab tijaarati pahlu nikaal letaa hai
वो अब तिजारती पहलू निकाल लेता है
shaam ke baad sitaaron ko sambhalne na diyaa
शाम के ब'अद सितारों को सँभलने न दिया
main rang-e-aasmaan kar ke sunahri chhoD detaa huun
मैं रंग-ए-आसमाँ कर के सुनहरी छोड़ देता हूँ





