"yahin gum hua tha ka.i baar main ye rasta hai sab mera dekha hua"

Ahmad Mahfuz
Ahmad Mahfuz
Sherशेर
See all 41 →yahin gum hua tha ka.i baar main
यहीं गुम हुआ था कई बार मैं
shayad ki riha.i ho gul hi ki zamanat par
शायद कि रिहाई हो गुल ही की ज़मानत पर
aate aate aa.ega un ka khayal
आते आते आएगा उन का ख़याल
tariki ke raat azaab hi kya kam the
तारीकी के रात अज़ाब ही क्या कम थे
ye jo dhuan dhuan sa hai dasht-e-guman ke as-pas
ये जो धुआँ धुआँ सा है दश्त-ए-गुमाँ के आस-पास
ab is makan men naya koi dar nahin karna
अब इस मकाँ में नया कोई दर नहीं करना
Popular Sher & Shayari
82 total"shayad ki riha.i ho gul hi ki zamanat par ham mauj-e-tabassum ki zanjir ke qaidi hain"
"aate aate aa.ega un ka khayal jaate jaate be-khayali ja.egi"
"tariki ke raat azaab hi kya kam the din nikla to suraj bhi saffak hua"
"ye jo dhuan dhuan sa hai dasht-e-guman ke as-pas kya koi aag bujh ga.i sarhad-e-jan ke as-pas"
"ab is makan men naya koi dar nahin karna ye kaam sahl bahut hai magar nahin karna"
daaman ko zaraa jhaTak to dekho
duniyaa hai kuchh aur shai nahin hai
dil ne lagaa diyaa hai jo ik kaam se mujhe
har dam laDaai rahti hai aaraam se mujhe
jaantaa huun in dinon kaisaa hai dariyaa kaa mizaaj
is liye saahil se thoDaa faasla rakhtaa huun main
apne hi aks kaa chakkar to nahin chaaron taraf
ki nazar aate hain ab khud ko hamin chaaron taraf
zehn par zor bhi Daalo to na yaad aauun main
is tarah parda-e-nisyaan mein chhupaa lo mujh ko
zakhmon ko ashk-e-khun se sairaab kar rahaa huun
ab aur bhi tumhaaraa chehra khilaa rahegaa
Ghazalग़ज़ल
in aankhon se yuun raah-e-sukhan vaa nahin karte
इन आँखों से यूँ राह-ए-सुख़न वा नहीं करते
shikva karte hain jo ik baar kahin milte hain
शिकवा करते हैं जो इक बार कहीं मिलते हैं
ajab balaa kaa tasarruf thaa khvaab par us kaa
अजब बला का तसर्रुफ़ था ख़्वाब पर उस का
kyaa hijr mein taskin ki surat nahin rahti
क्या हिज्र में तस्कीन की सूरत नहीं रहती
bhalaa kin aankhon se ab ye rang-e-bahaar dekhun
भला किन आँखों से अब ये रंग-ए-बहार देखूँ
ho hi jaataa hai kisi tarah guzaaraa apnaa
हो ही जाता है किसी तरह गुज़ारा अपना





