labon par tabassum to ankhon men aansu thi dhuup ek pal men to ik pal men barish
hamen yaad hai baton baton men un ka hansana rulana rulana hansana

Akbar Hyderabadi
Akbar Hyderabadi
Sherशेर
See all 21 →labon par tabassum to ankhon men aansu thi dhuup ek pal men to ik pal men barish
लबों पर तबस्सुम तो आँखों में आँसू थी धूप एक पल में तो इक पल में बारिश
musafirat ka valvala siyahaton ka mashghala
मुसाफ़िरत का वलवला सियाहतों का मश्ग़ला
ankhon ko dekhne ka saliqa jab aa gaya
आँखों को देखने का सलीक़ा जब आ गया
bure bhale men farq hai ye jante hain sab magar
बुरे भले में फ़र्क़ है ये जानते हैं सब मगर
raste hi men ho jaati hain baten bas do-char
रस्ते ही में हो जाती हैं बातें बस दो-चार
pahunch ke jo sar-e-manzil bichhaD gaya mujh se
पहुँच के जो सर-ए-मंज़िल बिछड़ गया मुझ से
Popular Sher & Shayari
42 totalmusafirat ka valvala siyahaton ka mashghala
jo tum men kuchh ziyada hai safar karo safar karo
ankhon ko dekhne ka saliqa jab aa gaya
kitne naqab chehra-e-asrar se uThe
bure bhale men farq hai ye jante hain sab magar
hai kaun nek kaun bad nazar nazar ki baat hai
raste hi men ho jaati hain baten bas do-char
ab to un ke ghar bhi jaana kam kam hota hai
pahunch ke jo sar-e-manzil bichhaD gaya mujh se
vo ham-safar tha magar ham-nazar na tha mera
charaagh-e-raahguzar laakh taabnaak sahi
jalaa ke apnaa diyaa raushni makaan mein laa
raste hi mein ho jaati hain baatein bas do-chaar
ab to un ke ghar bhi jaanaa kam kam hotaa hai
dil dabaa jaataa hai kitnaa aaj gham ke baar se
kaisi tanhaai Tapakti hai dar o divaar se
rut badli to zamin ke chehre kaa ghaaza bhi badlaa
rang magar khud aasmaan ne badle kaise kaise
pahunch ke jo sar-e-manzil bichhaD gayaa mujh se
vo ham-safar thaa magar ham-nazar na thaa meraa
miri shikast bhi thi meri zaat se mansub
ki meri fikr kaa har faisla shuuri thaa
Ghazalग़ज़ल
hain sau tarah ke rang har ik naqsh-e-paa mein dekh
हैं सौ तरह के रंग हर इक नक़्श-ए-पा में देख
duur tak bas ik dhundalkaa gard-e-tanhaai kaa thaa
दूर तक बस इक धुँदलका गर्द-ए-तन्हाई का था
kahkashaan ke tanaazur mein ham kyaa hamaaraa sitaara hai kyaa
कहकशाँ के तनाज़ुर में हम क्या हमारा सितारा है क्या
shaakh-e-buland-e-baam se ik din utar ke dekh
शाख़-ए-बुलंद-ए-बाम से इक दिन उतर के देख
ye kaun meri tishnagi baDhaa baDhaa ke chal diyaa
ये कौन मेरी तिश्नगी बढ़ा बढ़ा के चल दिया
haan yahi shahr mire khvaabon kaa gahvaara thaa
हाँ यही शहर मिरे ख़्वाबों का गहवारा था





