Sher
hamen har aane vaala zakhm-e-taza de ke jaata hai
hamare chand suraj aur sitare ek jaise hain
A
Akhtar AmaanAkhtar Amaan
hamen har aane vaala zakhm-e-taza de ke jaata hai
hamare chand suraj aur sitare ek jaise hain
tamam umr guzar jaati hai kabhi pal men
kabhi to ek hi lamha basar nahin hota
badan ke shahar men abad ik darinda hai
agarche dekhne men kitna khush-libas bhi hai
tamaam umr guzar jaati hai kabhi pal mein
kabhi to ek hi lamha basar nahin hotaa
hamein har aane vaalaa zakhm-e-taaza de ke jaataa hai
hamaare chaand suraj aur sitaare ek jaise hain
badan ke shahar mein aabaad ik darinda hai
agarche dekhne mein kitnaa khush-libaas bhi hai
zindagi ki tez itni ab ravaani ho gai
ज़िंदगी की तेज़ इतनी अब रवानी हो गई
pahle ham ishq kiyaa karte the
पहले हम इश्क़ किया करते थे
tavil-tar hai safar mukhtasar nahin hotaa
तवील-तर है सफ़र मुख़्तसर नहीं होता
yahaan mausam bhi badlein to nazaare ek jaise hain
यहाँ मौसम भी बदलें तो नज़ारे एक जैसे हैं
ye dil kahtaa hai koi aa rahaa hai
ये दिल कहता है कोई आ रहा है
mohabbaton mein bahut ras bhi hai miThaas bhi hai
मोहब्बतों में बहुत रस भी है मिठास भी है