gham-e-dil ka asar har bazm men hai
sab afsane us afsane se nikle

Akhtar Ansari Akbarabadi
Akhtar Ansari Akbarabadi
Sherशेर
See all 22 →gham-e-dil ka asar har bazm men hai
ग़म-ए-दिल का असर हर बज़्म में है
kuchh andhere hain abhi raah men haa.il 'akhtar'
कुछ अँधेरे हैं अभी राह में हाइल 'अख़्तर'
zulm sahte rahe shukr karte rahe aa.i lab tak na ye dastan aaj tak
ज़ुल्म सहते रहे शुक्र करते रहे आई लब तक न ये दास्ताँ आज तक
dushmani ko bura na kah ai dost
दुश्मनी को बुरा न कह ऐ दोस्त
ik husn-e-mukammal hai to ik ishq-sarapa
इक हुस्न-ए-मुकम्मल है तो इक इश्क़-सरापा
ajiib bhul-bhulayyan hai shahrah-e-hayat
अजीब भूल-भुलय्याँ है शाहराह-ए-हयात
Popular Sher & Shayari
44 totalkuchh andhere hain abhi raah men haa.il 'akhtar'
apni manzil pe nazar aa.ega insan ik roz
zulm sahte rahe shukr karte rahe aa.i lab tak na ye dastan aaj tak
mujh ko hairat rahi anjuman men tiri kyuun hain khamosh ahl-e-zaban aaj tak
dushmani ko bura na kah ai dost
dekh kya dosti hai ghaur se dekh
ik husn-e-mukammal hai to ik ishq-sarapa
hoshyar sa ik shakhs hai divana sa ik shakhs
ajiib bhul-bhulayyan hai shahrah-e-hayat
bhaTakne vaale yahan justuju ki baat na kar
kuchh andhere hain abhi raah mein haail 'akhtar'
apni manzil pe nazar aaegaa insaan ik roz
abhi bahaar ne sikhi kahaan hai dil-jui
hazaar daagh abhi qalb-e-laala-zaar mein hain
zulm sahte rahe shukr karte rahe aai lab tak na ye daastaan aaj tak
mujh ko hairat rahi anjuman mein tiri kyuun hain khaamosh ahl-e-zabaan aaj tak
dushmani ko buraa na kah ai dost
dekh kyaa dosti hai ghaur se dekh
ajiib bhul-bhulayyaan hai shaahraah-e-hayat
bhaTakne vaale yahaan justuju ki baat na kar
bachaa bachaa ke guzarnaa hai daaman-e-hasti
sharik-e-khaar bhi kuchh jashn-e-nau-bahaar mein hain
Ghazalग़ज़ल
ye rang-o-kaif kahaan thaa shabaab se pahle
ये रंग-ओ-कैफ़ कहाँ था शबाब से पहले
jaam laa jaam ki aalaam se ji Dartaa hai
जाम ला जाम कि आलाम से जी डरता है
is taraf haadson ko aane do
इस तरफ़ हादसों को आने दो
shaairo hadd-e-qadaamat se nikal kar dekho
शाइरो हद्द-ए-क़दामत से निकल कर देखो
nazar se safha-e-aalam pe khunin daastaan likhiye
नज़र से सफ़्हा-ए-आलम पे ख़ूनीं दास्ताँ लिखिए
rahbar-e-tabl-o-nishaan aur zaraa tez qadam
रहबर-ए-तब्ल-ओ-निशाँ और ज़रा तेज़ क़दम





