shadid dhuup men saare darakht suukh ga.e
bas ik dua ka shajar tha jo be-samar na hua

Aleena Itrat
Aleena Itrat
Sherशेर
See all 43 →shadid dhuup men saare darakht suukh ga.e
शदीद धूप में सारे दरख़्त सूख गए
abhi to chaak pe jaari hai raqs miTTi ka
अभी तो चाक पे जारी है रक़्स मिट्टी का
apni muTThi men chhupa kar kisi jugnu ki tarah
अपनी मुट्ठी में छुपा कर किसी जुगनू की तरह
koi avaz na aahaT na koi halchal hai
कोई आवाज़ न आहट न कोई हलचल है
koi mila hi nahin jis se hal-e-dil kahte
कोई मिला ही नहीं जिस से हाल-ए-दिल कहते
udasi shaam tanha.i kasak yadon ki bechaini
उदासी शाम तन्हाई कसक यादों की बेचैनी
Popular Sher & Shayari
86 totalabhi to chaak pe jaari hai raqs miTTi ka
abhi kumhar ki niyyat badal bhi sakti hai
apni muTThi men chhupa kar kisi jugnu ki tarah
ham tire naam ko chupke se paDha karte hain
koi avaz na aahaT na koi halchal hai
aisi khamoshi se guzre to guzar ja.enge
koi mila hi nahin jis se hal-e-dil kahte
mila to rah ga.e lafzon ke intikhab men ham
udasi shaam tanha.i kasak yadon ki bechaini
mujhe sab saunp kar suraj utar jaata hai paani men
andheri shab kaa ye khvaab-manzar mujhe ujaalon se bhar rahaa hai
to raat itni tavil kar de ki taa-qayaamat sahar na aae
husn-o-jamaal-o-zist ki aaraaishein fuzul
ishq-o-junun ki aag jo dil mein javaan na ho
lo hamaaraa javaab le jaao
ye mahaktaa gulaab le jaao
Thiik hai jaao ta'alluq na rakheinge ham bhi
tum bhi vaada karo ab yaad nahin aaoge
jin ke mazbut iraade bane pahchaan un ki
manzilein aap hi ho jaati hain aasaan un ki
dil ke gulshan mein tire pyaar ki khushbu paa kar
rang rukhsaar pe phulon se khilaa karte hain
Ghazalग़ज़ल
ajnabi saa ik sitaara huun main sayyaaron ke biich
अजनबी सा इक सितारा हूँ मैं सय्यारों के बीच
gunjti vaadi mein aavaaz abhi baaqi hai
गूँजती वादी में आवाज़ अभी बाक़ी है
jiit ki aur na haar ki zid hai
जीत की और न हार की ज़िद है
saare mausam badal gae shaayad
सारे मौसम बदल गए शायद
khizaan ki zard si rangat badal bhi sakti hai
ख़िज़ाँ की ज़र्द सी रंगत बदल भी सकती है
bhigo gai gul-e-ehsaas aaj shabnam phir
भिगो गई गुल-ए-एहसास आज शबनम फिर





