talab irade ka bhare pal men labalab
jab yaar ke dariya-e-karam suun lahr aave

Alimullah
Alimullah
Sherशेर
talab irade ka bhare pal men labalab
तालाब इरादे का भरे पल में लबालब
ajab kuchh ishq ki khush-tar hai vaadi
अजब कुछ इश्क़ की ख़ुश-तर है वादी
yaar ke darsan ke khatir jaan aur tan bhuul ja
यार के दरसन के ख़ातिर जान और तन भूल जा
ishq ke kuche men jab jaata hai dil karne ko sair
इश्क़ के कूचे में जब जाता है दिल करने को सैर
chaman suun dil ke aalam ko khabar nahin
चमन सूँ दिल के आलम को ख़बर नहिं
tark de islam ko aur kufr saara duur kar
तर्क दे इस्लाम को और कुफ़्र सारा दूर कर
Popular Sher & Shayari
12 totalajab kuchh ishq ki khush-tar hai vaadi
ki jis vaadi men hai har vaqt shadi
yaar ke darsan ke khatir jaan aur tan bhuul ja
aankh munavvar dekh us ka rang-e-gulshan bhuul ja
ishq ke kuche men jab jaata hai dil karne ko sair
vaan nahin ma.alum hota roz hai ya raat hai
chaman suun dil ke aalam ko khabar nahin
hamesha dekhte khaki badan ko
tark de islam ko aur kufr saara duur kar
chhoD de hirs-o-hava farzand aur zan bhuul ja
taalaab iraade kaa bhare pal mein labaalab
jab yaar ke dariyaa-e-karam suun lahr aave
chaman suun dil ke aalam ko khabar nahin
hamesha dekhte khaaki badan ko
ishq ke kuche mein jab jaataa hai dil karne ko sair
vaan nahin maalum hotaa roz hai yaa raat hai
ajab kuchh ishq ki khush-tar hai vaadi
ki jis vaadi mein hai har vaqt shaadi
tark de islaam ko aur kufr saaraa duur kar
chhoD de hirs-o-havaa farzand aur zan bhuul jaa
yaar ke darsan ke khaatir jaan aur tan bhuul jaa
aankh munavvar dekh us kaa rang-e-gulshan bhuul jaa
Ghazalग़ज़ल
raqib-e-nafs kaa mukh moDtaa rah
रक़ीब-ए-नफ़्स का मुख मोड़ता रह
gar ishq hai to dekhne piv ko shitaab aa
गर इश्क़ है तो देखने पिव को शिताब आ
ishq aa ham suun kiyaa jab raam raam
इश्क़ आ हम सूँ किया जब राम राम
abas kyuun umr sone mein ganvaayaa
अबस क्यूँ उम्र सोने में गँवाया
murgh zirak aql kaa hai ishq kaa sayyaad shokh
मुर्ग़ ज़ीरक अक़्ल का है इश्क़ का सय्याद शोख़
jab piyaaraa gila sunaataa hai
जब पियारा गिला सुनाता है





