shahd-o-shakar se shirin urdu zaban hamari
hoti hai jis ke bole miThi zaban hamari

Altaf Hussain Hali
Altaf Hussain Hali
Sherशेर
See all 49 →shahd-o-shakar se shirin urdu zaban hamari
शहद-ओ-शकर से शीरीं उर्दू ज़बाँ हमारी
yaran-e-tez-gam ne mahmil ko ja liya
यारान-ए-तेज़-गाम ने महमिल को जा लिया
ishq sunte the jise ham vo yahi hai shayad
इश्क़ सुनते थे जिसे हम वो यही है शायद
us ne achchha hi kiya haal na puchha dil ka
उस ने अच्छा ही किया हाल न पूछा दिल का
us ke jaate hi ye kya ho ga.i ghar ki surat
उस के जाते ही ये क्या हो गई घर की सूरत
dariya ko apni mauj ki tughyaniyon se kaam
दरिया को अपनी मौज की तुग़्यानियों से काम
Popular Sher & Shayari
98 totalyaran-e-tez-gam ne mahmil ko ja liya
ham mahv-e-nala-e-jaras-e-karvan rahe
ishq sunte the jise ham vo yahi hai shayad
khud-bakhud dil men hai ik shakhs samaya jaata
us ne achchha hi kiya haal na puchha dil ka
bhaDak uThta to ye sho.ala na dabaya jaata
us ke jaate hi ye kya ho ga.i ghar ki surat
na vo divar ki surat hai na dar ki surat
dariya ko apni mauj ki tughyaniyon se kaam
kashti kisi ki paar ho ya darmiyan rahe
ek raushan dimaagh thaa na rahaa
shahar mein ik charaagh thaa na rahaa
aa rahi hai chaah-e-yusuf se sadaa
dost yaan thoDe hain aur bhaai bahut
jaanvar aadmi farishta khudaa
aadmi ki hain saikaDon qismein
ham ne avval se paDhi hai ye kitaab aakhir tak
ham se puchhe koi hoti hai mohabbat kaisi
gul-o-gulchin kaa gila bulbul-e-khush-lahja na kar
tu giraftaar hui apni sadaa ke baais
farishte se baDh kar hai insaan bannaa
magar is mein lagti hai mehnat ziyaada
Ghazalग़ज़ल
khubiyaan apne mein go be-intihaa paate hain ham
ख़ूबियाँ अपने में गो बे-इंतिहा पाते हैं हम
kabk o qumri mein hai jhagDaa ki chaman kis kaa hai
कब्क ओ क़ुमरी में है झगड़ा कि चमन किस का है
kah do koi saaqi se ki ham marte hain pyaase
कह दो कोई साक़ी से कि हम मरते हैं प्यासे
dil ko dard-aashnaa kiyaa tu ne
दिल को दर्द-आश्ना किया तू ने
vaan agar jaaein to le kar jaaein kyaa
वाँ अगर जाएँ तो ले कर जाएँ क्या
junun kaar-farmaa huaa chaahtaa hai
जुनूँ कार-फ़रमा हुआ चाहता है





