kya ta.ajjub hai jo yaron ne rifaqat chhoDi
baiThta kaun hai girti hui divar ke paas

Ameer Raza Mazhari
Ameer Raza Mazhari
Sherशेर
See all 7 →kya ta.ajjub hai jo yaron ne rifaqat chhoDi
क्या तअज्जुब है जो यारों ने रिफ़ाक़त छोड़ी
tum kisi ke bhi ho nahin sakte
तुम किसी के भी हो नहीं सकते
ham hain un se vo ghair se mayus
हम हैं उन से वो ग़ैर से मायूस
dekhne vaale samajhte hain shanasa bhi nahin
देखने वाले समझते हैं शनासा भी नहीं
ham bane the tabah hone ko
हम बने थे तबाह होने को
ham ko bachpan hi se ik shauq tha barbadi se
हम को बचपन ही से इक शौक़ था बर्बादी से
Popular Sher & Shayari
14 totaltum kisi ke bhi ho nahin sakte
tum ko apna bana ke dekh liya
ham hain un se vo ghair se mayus
kya mohabbat kisi ko raas nahin
dekhne vaale samajhte hain shanasa bhi nahin
aaj begane nazar aate hain ham tum kitne
ham bane the tabah hone ko
aap ka ishq to bahana tha
ham ko bachpan hi se ik shauq tha barbadi se
naam likh likh ke miTate the zamin par apna
tum kisi ke bhi ho nahin sakte
tum ko apnaa banaa ke dekh liyaa
ham ko bachpan hi se ik shauq thaa barbaadi se
naam likh likh ke miTaate the zamin par apnaa
ham hain un se vo ghair se maayus
kyaa mohabbat kisi ko raas nahin
kyaa taajjub hai jo yaaron ne rifaaqat chhoDi
baiThtaa kaun hai girti hui divaar ke paas
dekhne vaale samajhte hain shanaasaa bhi nahin
aaj begaane nazar aate hain ham tum kitne
hamaare baa'd sunnaa dusron se
kahaani ye abhi puuri nahin hai
Ghazalग़ज़ल
sunein bahaar ki rangin-bayaaniyaan kyaa kyaa
सुनें बहार की रंगीं-बयानियाँ क्या क्या
kisi tarah bhi jo is reg-zaar-e-hasti par
किसी तरह भी जो इस रेग-ज़ार-ए-हस्ती पर
idhar se bhi to havaa-e-bahaar guzri hai
इधर से भी तो हवा-ए-बहार गुज़री है
rahguzar-baashon ko saae ki bhi kyaa haajat nahin
रहगुज़र-बाशों को साए की भी क्या हाजत नहीं
mire sajda-e-haa-e-niyaaz ko tire aastaan ki talaash hai
मिरे सज्दा-हा-ए-नियाज़ को तिरे आस्ताँ की तलाश है
hai muamma miri mohabbat bhi
है मुअ'म्मा मिरी मोहब्बत भी





