uff vo tufan-e-shabab aah vo siina tera
jise har saans men dab dab ke ubharta dekha

Andaleeb Shadani
Andaleeb Shadani
Sherशेर
See all 10 →uff vo tufan-e-shabab aah vo siina tera
उफ़ वो तूफ़ान-ए-शबाब आह वो सीना तेरा
dil par choT paDi hai tab to aah labon tak aa.i hai
दिल पर चोट पड़ी है तब तो आह लबों तक आई है
jhuuT hai sab tarikh hamesha apne ko dohrati hai
झूट है सब तारीख़ हमेशा अपने को दुहराती है
Dubna hi tha jo kashti ka muqaddar ya-rab
डूबना ही था जो कश्ती का मुक़द्दर या-रब
der lagi aane men tum ko shukr hai phir bhi aa.e to
देर लगी आने में तुम को शुक्र है फिर भी आए तो
jigar men Tiis lab hansne pe majbur
जिगर में टीस लब हँसने पे मजबूर
Popular Sher & Shayari
20 totaldil par choT paDi hai tab to aah labon tak aa.i hai
yuun hi chhan se bol uThna to shishe ka dastur nahin
jhuuT hai sab tarikh hamesha apne ko dohrati hai
achchha mera khvab-e-javani thoDa sa dohra.e to
Dubna hi tha jo kashti ka muqaddar ya-rab
aankh ke samne ai kaash na sahil hota
der lagi aane men tum ko shukr hai phir bhi aa.e to
aas ne dil ka saath na chhoDa vaise ham ghabra.e to
jigar men Tiis lab hansne pe majbur
kuchh aisi hi hamari zindagi hai
uff vo tufaan-e-shabaab aah vo siina teraa
jise har saans mein dab dab ke ubhartaa dekhaa
jigar mein Tiis lab hansne pe majbur
kuchh aisi hi hamaari zindagi hai
der lagi aane mein tum ko shukr hai phir bhi aae to
aas ne dil kaa saath na chhoDaa vaise ham ghabraae to
dil par choT paDi hai tab to aah labon tak aai hai
yuun hi chhan se bol uThnaa to shishe kaa dastur nahin
jhuuT hai sab taarikh hamesha apne ko dohraati hai
achchhaa meraa khvaab-e-javaani thoDaa saa dohraae to
chaahat ke badle mein ham bech dein apni marzi tak
koi mile to dil kaa gaahak koi hamein apnaae to
Ghazalग़ज़ल
mujhe ilzaam na de tark-e-shakebaai kaa
मुझे इल्ज़ाम न दे तर्क-ए-शकेबाई का
kyaa kahiye ru-e-husn pe aalam naqaab kaa
क्या कहिए रू-ए-हुस्न पे आलम नक़ाब का
jahaan ahd-e-tamannaa khatm ho jaae
जहाँ अहद-ए-तमन्ना ख़त्म हो जाए
hansti aankhein hanstaa chehra ik majbur bahaana hai
हँसती आँखें हँसता चेहरा इक मजबूर बहाना है
der lagi aane mein tum ko shukr hai phir bhi aae to
देर लगी आने में तुम को शुक्र है फिर भी आए तो





