"hijab un se vo mera puchhna sar rakh ke qadmon par sabab kya hai jo yuun mujh se khafa sarkar baiThe hain"

Anwari Jahan Begum Hijab
Anwari Jahan Begum Hijab
Sherशेर
See all 7 →hijab un se vo mera puchhna sar rakh ke qadmon par
हिजाब उन से वो मेरा पूछना सर रख के क़दमों पर
siina se siina mila dena to kuchh mushkil nahin
सीना से सीना मिला देना तो कुछ मुश्किल नहीं
kahan mumkin hai poshida gham-e-dil ka asar hona
कहाँ मुमकिन है पोशीदा ग़म-ए-दिल का असर होना
qayamat tha sitam tha qahr tha khalvat men o zalim
क़यामत था सितम था क़हर था ख़ल्वत में ओ ज़ालिम
muhit-e-rahmat hai josh-afza hui hai abr-e-sakha ki aamad
मुहीत-ए-रहमत है जोश-अफ़ज़ा हुई है अब्र-ए-सख़ा की आमद
sifarish ham-damon ki un ka jaate vaqt ye kahna
सिफ़ारिश हम-दमों की उन का जाते वक़्त ये कहना
Popular Sher & Shayari
14 total"siina se siina mila dena to kuchh mushkil nahin yaar mushkil to tire dil se milana dil ka hai"
"kahan mumkin hai poshida gham-e-dil ka asar hona labon ka khushk ho jaana bhi hai ankhon ka tar hona"
"qayamat tha sitam tha qahr tha khalvat men o zalim vo sharma kar tira meri baghal men jalva-gar hona"
"muhit-e-rahmat hai josh-afza hui hai abr-e-sakha ki aamad khuda ki har chiiz kah rahi hai ki ab hai nur-e-khuda ki aamad"
"sifarish ham-damon ki un ka jaate vaqt ye kahna ki jab taDpe miri tasvir siine se laga dena"
hijaab un se vo meraa puchhnaa sar rakh ke qadmon par
sabab kyaa hai jo yuun mujh se khafaa sarkaar baiThe hain
milne ke baa'd baiTh rahaa pher kar nigaah
zaalim yagaana hote hi begaana ho gayaa
siina se siina milaa denaa to kuchh mushkil nahin
yaar mushkil to tire dil se milaanaa dil kaa hai
kahaan mumkin hai poshida gham-e-dil kaa asar honaa
labon kaa khushk ho jaanaa bhi hai aankhon kaa tar honaa
qayaamat thaa sitam thaa qahr thaa khalvat mein o zaalim
vo sharmaa kar tiraa meri baghal mein jalva-gar honaa
muhit-e-rahmat hai josh-afzaa hui hai abr-e-sakhaa ki aamad
khudaa ki har chiiz kah rahi hai ki ab hai nur-e-khudaa ki aamad
Ghazalग़ज़ल
kahaan mumkin hai poshida gham-e-dil kaa asar honaa
कहाँ मुमकिन है पोशीदा ग़म-ए-दिल का असर होना
muhit-e-rahmat hai josh-afzaa hui hai abr-e-sakhaa ki aamad
मुहीत-ए-रहमत है जोश-अफ़ज़ा हुई है अब्र-ए-सख़ा की आमद
maza detaa hai yaad aa kar tiraa bismil banaa denaa
मज़ा देता है याद आ कर तिरा बिस्मिल बना देना
aanaa bhi aane vaale kaa afsaana ho gayaa
आना भी आने वाले का अफ़्साना हो गया
vo maqtal mein agar khinche hue talvaar baiThe hain
वो मक़्तल में अगर खींचे हुए तलवार बैठे हैं
ishq par daana nahin mohtaaj-e-tahrik-e-jamaal
इश्क़ पर दाना नहीं मोहताज-ए-तहरीक-ए-जमाल





