jis ke dam se thi jism ki raunaq
us udasi ke haath piile hue

Armaan Jodhpuri
Armaan Jodhpuri
Sherशेर
See all 29 →jis ke dam se thi jism ki raunaq
जिस के दम से थी जिस्म की रौनक़
ruh-e-badan zara si to ghabrani chahiye
रूह-ए-बदन ज़रा सी तो घबरानी चाहिए
laDkiyan hain bas utni hi azad
लड़कियाँ हैं बस उतनी ही आज़ाद
tere jaane ke baa'd jaana hai
तेरे जाने के बा'द जाना है
hai mere dil ko ana is qadar 'aziz ki vo
है मेरे दिल को अना इस क़दर 'अज़ीज़ कि वो
ik tabassum se ashk-bari tak
इक तबस्सुम से अश्क-बारी तक
Popular Sher & Shayari
58 totalruh-e-badan zara si to ghabrani chahiye
thoDi bahut to sharm tumhen aani chahiye
laDkiyan hain bas utni hi azad
machhliyan jitni martabanon men
tere jaane ke baa'd jaana hai
zindagi hai safar udasi ka
hai mere dil ko ana is qadar 'aziz ki vo
taDapne bhi nahin deta hai aah bhar ke mujhe
ik tabassum se ashk-bari tak
aa gaya husn hoshiyari tak
kaam ho to kaam karnaa vaqt ho to shaa'iri
naukri apni jagah hai shaa'iri apni jagah
mo'jiza aur bhalaa is se baDaa kyaa hogaa
dard is dil mein hai girte hain tumhaare aansu
hai mere dil ko anaa is qadar 'aziz ki vo
taDapne bhi nahin detaa hai aah bhar ke mujhe
pyaasi bahut thiin hasratein lo aaj mar gaiin
baarish kaa intizaar thaa vo bhi nahin rahaa
jis ke dam se thi jism ki raunaq
us udaasi ke haath piile hue
duriyaan tum ne hi baDhaai thiin
ham to apni jagah pe Thahre hain
Ghazalग़ज़ल
haae kaisaa nagar udaasi kaa
हाए कैसा नगर उदासी का
baagh-e-bahisht ziist banaa kar chalaa gayaa
बाग़-ए-बहिश्त ज़ीस्त बना कर चला गया
oDh kar dard ki is dhuup ko jalte rahiye
ओढ़ कर दर्द की इस धूप को जलते रहिए
bu-e-gul ke muraaqabe mein huun
बू-ए-गुल के मुराक़बे में हूँ
munjamid the miri palkon ke kinaare aansu
मुंजमिद थे मिरी पलकों के किनारे आँसू
tumhaare dard ke jaisaa nahin hai
तुम्हारे दर्द के जैसा नहीं है





