kuchh sitare miri palkon pe chamakte hain abhi
kuchh sitare mire siine men sama.e hue hain

Arshad Abdul Hamid
Arshad Abdul Hamid
Sherशेर
See all 19 →kuchh sitare miri palkon pe chamakte hain abhi
कुछ सितारे मिरी पलकों पे चमकते हैं अभी
ye duniya akbar zulmon ki ham majburi ki anarkali
ये दुनिया अकबर ज़ुल्मों की हम मजबूरी की अनारकली
zamin ke paas kisi dard ka ilaaj nahin
ज़मीं के पास किसी दर्द का इलाज नहीं
dil ko ma.alum hai kya baat batani hai use
दिल को मालूम है क्या बात बतानी है उसे
sar-bulandi miri tanha.i tak aa pahunchi hai
सर-बुलंदी मिरी तंहाई तक आ पहुँची है
ye intizar nahin sham.a hai rifaqat ki
ये इंतिज़ार नहीं शम्अ है रिफ़ाक़त की
Popular Sher & Shayari
38 totalye duniya akbar zulmon ki ham majburi ki anarkali
ham divaron ke biich men hain ham nargha-e-jabr-o-jalal men hain
zamin ke paas kisi dard ka ilaaj nahin
zamin hai ki mire ahd ki siyasat hai
dil ko ma.alum hai kya baat batani hai use
us se kya baat chhupani hai zaban janti hai
sar-bulandi miri tanha.i tak aa pahunchi hai
main vahan huun ki jahan koi nahin mere siva
ye intizar nahin sham.a hai rifaqat ki
is intizar se tanha.i khub-surat hai
halqa-e-dil se na niklo ki sar-e-khucha-e-khaak
aish jitne hain isi kunj-e-kam-aasaar mein hain
miraa hi siina kushaada hai chaahaton ke taiin
tufang-e-dard miraa hi nishaanaa chaahti hai
ye duniyaa akbar zulmon ki ham majburi ki anaarkali
ham divaaron ke biich mein hain ham nargha-e-jabr-o-jalaal mein hain
gham-e-jahaan o gham-e-yaar do kinaare hain
udhar jo Duube vo aksar idhar nikal aae
ishq marhun-e-hikaayaat-o-gumaan bhi hogaa
vaaqia hai to kisi taur bayaan bhi hogaa
zamin ke paas kisi dard kaa ilaaj nahin
zamin hai ki mire ahd ki siyaasat hai
Ghazalग़ज़ल
rukte hue qadmon kaa chalan mere liye hai
रुकते हुए क़दमों का चलन मेरे लिए है
koi bhi shai ho miyaan jaan se pyaari kise hai
कोई भी शय हो मियाँ जान से प्यारी किसे है
vahshi ishq-e-junun kam bhi nahin kartaa hai
वहशी इश्क़-ए-जुनूँ कम भी नहीं करता है
udaas raat ko mahkaaein koi chaaraa karein
उदास रात को महकाएँ कोई चारा करें
havaas-o-haafize kaa maan rah gayaa hai bas
हवास-ओ-हाफ़िज़े का मान रह गया है बस
har saans jo aati hai sitamgaar qafas mein
हर साँस जो आती है सितमगार क़फ़स में





