ishq ko jab husn se nazren milana aa gaya
khud-ba-khud ghabra ke qadmon men zamana aa gaya

Asad Bhopali
Asad Bhopali
Sherशेर
See all 15 →ishq ko jab husn se nazren milana aa gaya
इश्क़ को जब हुस्न से नज़रें मिलाना आ गया
farq itna hai ki tu parde men aur main be-hijab
फ़र्क़ इतना है कि तू पर्दे में और मैं बे-हिजाब
dekhiye ahd-e-vafa achchha nahin
देखिए अहद-ए-वफ़ा अच्छा नहीं
main ab tere siva kis ko pukarun
मैं अब तेरे सिवा किस को पुकारूँ
itna to bata jaao khafa hone se pahle
इतना तो बता जाओ ख़फ़ा होने से पहले
na aaya gham bhi mohabbat men sazgar mujhe
न आया ग़म भी मोहब्बत में साज़गार मुझे
Popular Sher & Shayari
30 totalfarq itna hai ki tu parde men aur main be-hijab
varna main aks-e-mukammal huun tiri tasvir ka
dekhiye ahd-e-vafa achchha nahin
marna jiina saath ka ho ja.ega
main ab tere siva kis ko pukarun
muqaddar so gaya gham jagta hai
itna to bata jaao khafa hone se pahle
vo kya karen jo tum se khafa ho nahin sakte
na aaya gham bhi mohabbat men sazgar mujhe
vo khud taDap ga.e dekha jo be-qarar mujhe
aise iqraar mein inkaar ke sau pahlu hain
vo to kahiye ki labon pe na tabassum aae
itnaa to bataa jaao khafaa hone se pahle
vo kyaa karein jo tum se khafaa ho nahin sakte
ai mauj-e-havaadis tujhe maalum nahin kyaa
ham ahl-e-mohabbat hain fanaa ho nahin sakte
na bazm apni na apnaa saaqi na shisha apnaa na jaam apnaa
agar yahi hai nizaam-e-hasti to zindagi ko salaam apnaa
haalaat ne kisi se judaa kar diyaa mujhe
ab zindagi se zindagi mahrum ho gai
ishq ko jab husn se nazrein milaanaa aa gayaa
khud-ba-khud ghabraa ke qadmon mein zamaana aa gayaa
Ghazalग़ज़ल
ahl-e-dil mushkil mein hain ahl-e-nazar mushkil mein hain
अहल-ए-दिल मुश्किल में हैं अहल-ए-नज़र मुश्किल में हैं
na saathi hai na manzil kaa pata hai
न साथी है न मंज़िल का पता है
kuchh bhi ho vo ab dil se judaa ho nahin sakte
कुछ भी हो वो अब दिल से जुदा हो नहीं सकते
jab apne pairahan se khushbu tumhaari aai
जब अपने पैरहन से ख़ुशबू तुम्हारी आई
do-jahaan se maavaraa ho jaaegaa
दो-जहाँ से मावरा हो जाएगा
ishq ko jab husn se nazrein milaanaa aa gayaa
इश्क़ को जब हुस्न से नज़रें मिलाना आ गया





