phuul mahkenge yunhi chand yunhi chamkega
tere hote hue manzar ko hasin rahna hai

Ashfaq Husain
Ashfaq Husain
Sherशेर
See all 16 →phuul mahkenge yunhi chand yunhi chamkega
फूल महकेंगे यूँही चाँद यूँही चमकेगा
jo khvab ki dahliz talak bhi nahin aaya
जो ख़्वाब की दहलीज़ तलक भी नहीं आया
dil ki jagir men mera bhi koi hissa rakh
दिल की जागीर में मेरा भी कोई हिस्सा रख
bahut chhoTa sa dil aur is men ik chhoTi si khvahish
बहुत छोटा सा दिल और इस में इक छोटी सी ख़्वाहिश
kaam jo umr-e-ravan ka hai use karne de
काम जो उम्र-ए-रवाँ का है उसे करने दे
tumhen manane ka mujh ko khayal kya aa.e
तुम्हें मनाने का मुझ को ख़याल क्या आए
Popular Sher & Shayari
32 totaljo khvab ki dahliz talak bhi nahin aaya
aaj us se mulaqat ki surat nikal aa.i
dil ki jagir men mera bhi koi hissa rakh
main bhi tera huun mujhe bhi to kahin rahna hai
bahut chhoTa sa dil aur is men ik chhoTi si khvahish
so ye khvahish bhi ab nilam karne ke liye hai
kaam jo umr-e-ravan ka hai use karne de
meri ankhon men sada tujh ko hasin rahna hai
tumhen manane ka mujh ko khayal kya aa.e
ki apne aap se ruTha hua to main bhi huun
tumhein manaane kaa mujh ko khayaal kyaa aae
ki apne aap se ruThaa huaa to main bhi huun
phuul mahkeinge yunhi chaand yunhi chamkegaa
tere hote hue manzar ko hasin rahnaa hai
main apni pyaas mein khoyaa rahaa khabar na hui
qadam qadam pe vo dariyaa pukaartaa thaa mujhe
jo khvaab ki dahliz talak bhi nahin aayaa
aaj us se mulaaqaat ki surat nikal aai
dil ki jaagir mein meraa bhi koi hissa rakh
main bhi teraa huun mujhe bhi to kahin rahnaa hai
talaash apni khud apne vajud ko kho kar
ye kaar-e-ishq hai is mein lagaa to main bhi huun
Ghazalग़ज़ल
jazire ki tarah meri nishaani kis liye hai
जज़ीरे की तरह मेरी निशानी किस लिए है
sukun-e-dil ki khaatir ik sahaaraa DhunDte hain
सुकून-ए-दिल की ख़ातिर इक सहारा ढूँडते हैं
dil ik nai duniyaa-e-maaani se milaa hai
दिल इक नई दुनिया-ए-मआनी से मिला है
kahin bhi jaa ke baseraa karein udhar hi ke hain
कहीं भी जा के बसेरा करें उधर ही के हैं
dil ajnabi des mein lagaa hai
दिल अजनबी देस में लगा है
soch ki mauj-e-ravaan le ke kidhar aai hai
सोच की मौज-ए-रवाँ ले के किधर आई है





