is ada se mujhe salam kiya
ek hi aan men ghulam kiya

Asifud Daula
Asifud Daula
Sherशेर
See all 8 →is ada se mujhe salam kiya
इस अदा से मुझे सलाम किया
ye na aane ke bahane hain sabhi varna miyan
ये न आने के बहाने हैं सभी वर्ना मियाँ
kahta hai bahut kuchh vo mujhe chupke hi chupke
कहता है बहुत कुछ वो मुझे चुपके ही चुपके
fa.eda kya hai nasihat se phire ho naseh
फ़ाएदा क्या है नसीहत से फिरे हो नासेह
phaba hai rukh pe tire khush-numa sanam lekin
फबा है रुख़ पे तिरे ख़ुश-नुमा सनम लेकिन
milte hi nazar dil ko milaya nahin jaata
मिलते ही नज़र दिल को मिलाया नहीं जाता
Popular Sher & Shayari
16 totalye na aane ke bahane hain sabhi varna miyan
itna to ghar se mire kuchh nahin ghar duur tira
kahta hai bahut kuchh vo mujhe chupke hi chupke
zahir men ye kahta hai ki main kuchh nahin kahta
fa.eda kya hai nasihat se phire ho naseh
ham samajhne ke nahin laakh tu samjha.e hamen
phaba hai rukh pe tire khush-numa sanam lekin
hamesha gul pe ye shabnam rahe rahe na rahe
milte hi nazar dil ko milaya nahin jaata
aghaz ko anjam banaya nahin jaata
is adaa se mujhe salaam kiyaa
ek hi aan mein ghulaam kiyaa
milte hi nazar dil ko milaayaa nahin jaataa
aaghaaz ko anjaam banaayaa nahin jaataa
ham ishq ke bande hain mazhab se nahin vaaqif
gar kaaba huaa to kyaa but-khaana huaa to kyaa
yaa Dar mujhe teraa hai ki main kuchh nahin kahtaa
yaa hausla meraa hai ki main kuchh nahin kahtaa
ye na aane ke bahaane hain sabhi varna miyaan
itnaa to ghar se mire kuchh nahin ghar duur tiraa
faaeda kyaa hai nasihat se phire ho naaseh
ham samajhne ke nahin laakh tu samjhaae hamein
Ghazalग़ज़ल
naama tiraa main le kar munh dekh rah gayaa thaa
नामा तिरा मैं ले कर मुँह देख रह गया था
ghair par lutf kare ham pe sitam yaa qismat
ग़ैर पर लुत्फ़ करे हम पे सितम या क़िस्मत
kis qadar dard ke shab kartaa thaa mazkur tiraa
किस क़दर दर्द के शब करता था मज़कूर तिरा
sabaa kahiyo zabaani meri Tuk us sarv-qaamat ko
सबा कहियो ज़बानी मेरी टुक उस सर्व-क़ामत को
mire dil ko zulfon ki zanjir kiijo
मिरे दिल को ज़ुल्फ़ों की ज़ंजीर कीजो
taalib ho vahaan aan ke kyaa koi sanam kaa
तालिब हो वहाँ आन के क्या कोई सनम का





