kahin suraj nazar aata nahin hai
hukumat shahr men ab dhund ki hai

Asim Tanha
Asim Tanha
Sherशेर
kahin suraj nazar aata nahin hai
कहीं सूरज नज़र आता नहीं है
guman kahta hai mera ki ek din mujh par
गुमान कहता है मेरा कि एक दिन मुझ पर
Dubta huun to mujhe haath ka.i milte hain
डूबता हूँ तो मुझे हाथ कई मिलते हैं
jo manzilon ke nishanat de rahi hain tumhen
जो मंज़िलों के निशानात दे रही हैं तुम्हें
tumhare ghar ke raste ki udasi khatm ho jaa.e
तुम्हारे घर के रस्ते की उदासी ख़त्म हो जाए
Popular Sher & Shayari
10 totalguman kahta hai mera ki ek din mujh par
tiri vafa tiri chahat ka maan barsega
Dubta huun to mujhe haath ka.i milte hain
kitni hasrat se kinaron ki taraf dekhta huun
jo manzilon ke nishanat de rahi hain tumhen
hamari guunj bhi shamil hai in sadaon men
tumhare ghar ke raste ki udasi khatm ho jaa.e
mujhe ghar tak... bulane se tumhen kya farq paDta hai
gumaan kahtaa hai meraa ki ek din mujh par
tiri vafaa tiri chaahat kaa maan barsegaa
kahin suraj nazar aataa nahin hai
hukumat shahr mein ab dhund ki hai
tumhaare ghar ke raste ki udaasi khatm ho jaae
mujhe ghar tak bulaane se tumhein kyaa farq paDtaa hai
Dubtaa huun to mujhe haath kai milte hain
kitni hasrat se kinaaron ki taraf dekhtaa huun
jo manzilon ke nishaanaat de rahi hain tumhein
hamaari guunj bhi shaamil hai in sadaaon mein
Ghazalग़ज़ल
tumhaare shahr mein kyon khaamushi hai
तुम्हारे शहर में क्यों ख़ामुशी है
jab kabhi dard ke maaron ki taraf dekhtaa huun
जब कभी दर्द के मारों की तरफ़ देखता हूँ
samajh rahe the ki ab aasmaan barsegaa
समझ रहे थे कि अब आसमान बरसेगा
'ajab si gard jami hai yahaan fazaaon mein
'अजब सी गर्द जमी है यहाँ फ़ज़ाओं में
subh miTTi hai shaam hai miTTi
सुब्ह मिट्टी है शाम है मिट्टी
milne kaa imkaan banaae baiThe ho
मिलने का इम्कान बनाए बैठे हो





