ye jo behal sa manzar ye jo bimar se ham tum
siyasat ki navazish hai kisi se kuchh nahin bolen

Azhar Hashmi Sabqat
Azhar Hashmi Sabqat
Sherशेर
See all 15 →ye jo behal sa manzar ye jo bimar se ham tum
ये जो बेहाल सा मंज़र ये जो बीमार से हम तुम
khuda ki raza hai na hasil kisi ko
ख़ुदा की रज़ा है न हासिल किसी को
bas ranj ki hai dastan unvan hazaron
बस रंज की है दास्ताँ उन्वान हज़ारों
sajde ka sabab jaan ke shirin hai pareshan
सज्दे का सबब जान के शीरीं है परेशाँ
dekha nahin jis ne mire tufan ko sukun men
देखा नहीं जिस ने मिरे तूफ़ाँ को सुकूँ में
guman kahta hai ke main yaqin ka sha.ir huun
गुमान कहता है के मैं यक़ीं का शाइ'र हूँ
Popular Sher & Shayari
30 totalkhuda ki raza hai na hasil kisi ko
khuda ke liye par laDa.i bahut hai
bas ranj ki hai dastan unvan hazaron
jiine ke liye mar ga.e insan hazaron
sajde ka sabab jaan ke shirin hai pareshan
farhad ne kah Daala ke rab DhunD raha huun
dekha nahin jis ne mire tufan ko sukun men
vo shakhs miri ruuh ke andar nahin utra
guman kahta hai ke main yaqin ka sha.ir huun
yaqin kahta hai ke main guman ka sha.ir huun
khudaa ki razaa hai na haasil kisi ko
khudaa ke liye par laDaai bahut hai
sajde kaa sabab jaan ke shirin hai pareshaan
farhaad ne kah Daalaa ke rab DhunD rahaa huun
jis khaak se kahte ho vafaa ham nahin karte
soe hain usi khaak mein sultaan hazaaron
ye jo behaal saa manzar ye jo bimaar se ham tum
siyaasat ki navaazish hai kisi se kuchh nahin bolein
ye tamannaa hai khudaa aalam-e-hasti mein tire
main ayaan dekhnaa chaahun to nihaan tak dekhun
kahin suraagh nahin hai kisi bhi qaatil kaa
lahuluhaan magar shahr kaa nazaara hai
Ghazalग़ज़ल
kabhi madhur kabhi miThi zabaan kaa shaa'ir huun
कभी मधुर कभी मीठी ज़बाँ का शा'इर हूँ
shahr ko aatish-e-ranjish ke dhuaan tak dekhun
शहर को आतिश-ए-रंजिश के धुआँ तक देखूँ
mire vajud kaa mehvar chamaktaa rahtaa hai
मिरे वजूद का मेहवर चमकता रहता है
jo daulat taraqqi-rasaai bahut hai
जो दौलत तरक़्क़ी-रसाई बहुत है
khvaabon kaa intikhaab badaltaa dikhaai de
ख़्वाबों का इंतिख़ाब बदलता दिखाई दे
vafaa khulus kaa singaar roz karti hai
वफ़ा ख़ुलूस का सिंगार रोज़ करती है





