Sher
kitne lage hain zakhm jigar par kise khabar
Dhaa.i hai kis ne kitni qayamat na puchhiye
A
Azizunnisa NazAzizunnisa Naz
kitne lage hain zakhm jigar par kise khabar
कितने लगे हैं ज़ख़्म जिगर पर किसे ख़बर
ranj-o-alam ki koi haqiqat na puchhiye
रंज-ओ-अलम की कोई हक़ीक़त न पूछिए
ashkon ne raaz dil ka kiya jab kabhi ayaan
अश्कों ने राज़ दिल का किया जब कभी अयाँ
jab dil ka dard manzil-e-shab se nikal gaya
जब दिल का दर्द मंज़िल-ए-शब से निकल गया
ab to hai sirf amad-e-fasl-e-bahar yaad
अब तो है सिर्फ़ आमद-ए-फ़स्ल-ए-बहार याद
jab tak kisi ka naqsh-e-kaf-e-pa hamen mila
जब तक किसी का नक़्श-ए-कफ़-ए-पा हमें मिला
kitne lage hain zakhm jigar par kise khabar
Dhaa.i hai kis ne kitni qayamat na puchhiye
ranj-o-alam ki koi haqiqat na puchhiye
kitni hai mere dard ki azmat na puchhiye
ashkon ne raaz dil ka kiya jab kabhi ayaan
kitni hui hai mujh ko nadamat na puchhiye
jab dil ka dard manzil-e-shab se nikal gaya
mahsus ye hua koi tufan Tal gaya
ab to hai sirf amad-e-fasl-e-bahar yaad
dil ek phuul tha jo sar-e-shakh jal gaya
jab tak kisi ka naqsh-e-kaf-e-pa hamen mila
ham se kuchh aur duur zamana nikal gaya
jab dil kaa dard manzil-e-shab se nikal gayaa
mahsus ye huaa koi tufaan Tal gayaa
ashkon ne raaz dil kaa kiyaa jab kabhi ayaan
kitni hui hai mujh ko nadaamat na puchhiye
kitne lage hain zakhm jigar par kise khabar
Dhaai hai kis ne kitni qayaamat na puchhiye
ranj-o-alam ki koi haqiqat na puchhiye
kitni hai mere dard ki azmat na puchhiye
ab to hai sirf aamad-e-fasl-e-bahaar yaad
dil ek phuul thaa jo sar-e-shaakh jal gayaa
jab tak kisi kaa naqsh-e-kaf-e-paa hamein milaa
ham se kuchh aur duur zamaana nikal gayaa