azaab hoti hain aksar shabab ki ghaDiyan
gulab apni hi khushbu se Darne lagte hain

Badr Wasti
Badr Wasti
Sherशेर
azaab hoti hain aksar shabab ki ghaDiyan
अज़ाब होती हैं अक्सर शबाब की घड़ियाँ
har shakhs ko guman ki manzil nahin hai duur
हर शख़्स को गुमान कि मंज़िल नहीं है दूर
aj-kal to sab ke sab T.v ke divane hue
आज-कल तो सब के सब टीवी के दीवाने हुए
qatil ki saari sazishen nakam hi rahin
क़ातिल की सारी साज़िशें नाकाम ही रहीं
lahu ka akhiri qatra nichoDne par bhi
लहू का आख़िरी क़तरा निचोड़ने पर भी
phaldar darakhton ne rijhaya to mujhe bhi
फलदार दरख़्तों ने रिझाया तो मुझे भी
Popular Sher & Shayari
12 totalhar shakhs ko guman ki manzil nahin hai duur
ye to bata.iye ki pata kis ke paas hai
aj-kal to sab ke sab T.v ke divane hue
varna bachche to liya karte the pagal ke maze
qatil ki saari sazishen nakam hi rahin
chehra kuchh aur khil uTha zahrab gar piya
lahu ka akhiri qatra nichoDne par bhi
taqaze rengte rahte hain rang-o-bu ke liye
phaldar darakhton ne rijhaya to mujhe bhi
azad parindon ke liye shakh-o-samar kya
aaj-kal to sab ke sab Tv ke divaane hue
varna bachche to liyaa karte the paagal ke maze
azaab hoti hain aksar shabaab ki ghaDiyaan
gulaab apni hi khushbu se Darne lagte hain
har shakhs ko gumaan ki manzil nahin hai duur
ye to bataaiye ki pata kis ke paas hai
qaatil ki saari saazishein naakaam hi rahin
chehra kuchh aur khil uThaa zahraab gar piyaa
lahu kaa aakhiri qatra nichoDne par bhi
taqaaze reingte rahte hain rang-o-bu ke liye
phaldaar darakhton ne rijhaayaa to mujhe bhi
aazaad parindon ke liye shaakh-o-samar kyaa
Ghazalग़ज़ल
fikr-e-ahl-e-hunar pe baiThi hai
फ़िक्र-ए-अहल-ए-हुनर पे बैठी है
vo jab degaa jo kuchh degaa degaa apne vaalon ko
वो जब देगा जो कुछ देगा देगा अपने वालों को
zehan aur dil mein jo rahti hai chubhan khul jaae
ज़ेहन और दिल में जो रहती है चुभन खुल जाए
dhaani surmai sabz gulaabi jaise maan kaa aanchal shaam
धानी सुरमई सब्ज़ गुलाबी जैसे माँ का आँचल शाम
kis ko fursat kaun paDhegaa chehre jaisaa sachchaa sach
किस को फ़ुर्सत कौन पढ़ेगा चेहरे जैसा सच्चा सच
phal darakhton se gire the aandhiyon mein thaal bhar
फल दरख़्तों से गिरे थे आँधियों में थाल भर





