charagh us ne bujha bhi diya jala bhi diya
ye meri qabr pe manzar naya dikha bhi diya

Bashiruddin Ahmad Dehlvi
Bashiruddin Ahmad Dehlvi
Sherशेर
See all 12 →charagh us ne bujha bhi diya jala bhi diya
चराग़ उस ने बुझा भी दिया जला भी दिया
bandhan sa ik bandha tha rag-o-pai se jism men
बंधन सा इक बँधा था रग-ओ-पय से जिस्म में
zor se saans jo leta huun to akasr shab-e-gham
ज़ोर से साँस जो लेता हूँ तो अक्सर शब-ए-ग़म
kabhi dar par kabhi hai raste men
कभी दर पर कभी है रस्ते में
vo apne matlab ki kah rahe hain zaban par go hai baat meri
वो अपने मतलब की कह रहे हैं ज़बान पर गो है बात मेरी
ye un ka khel to dekho ki ek kaghaz par
ये उन का खेल तो देखो कि एक काग़ज़ पर
Popular Sher & Shayari
24 totalbandhan sa ik bandha tha rag-o-pai se jism men
marne ke baa'd haath se moti bikhar ga.e
zor se saans jo leta huun to akasr shab-e-gham
dil ki avaz ajab dard bhari aati hai
kabhi dar par kabhi hai raste men
nahin thakti hai intizar se aankh
vo apne matlab ki kah rahe hain zaban par go hai baat meri
hai chit bhi un ki hai paT bhi un ki hai jiit un ki hai maat meri
ye un ka khel to dekho ki ek kaghaz par
likha bhi naam mira aur phir miTa bhi diya
miraa dil bhi tilismi hai khazaana
ki is mein khair bhi hai aur shar band
charaagh us ne bujhaa bhi diyaa jalaa bhi diyaa
ye meri qabr pe manzar nayaa dikhaa bhi diyaa
bandhan saa ik bandhaa thaa rag-o-pai se jism mein
marne ke baa'd haath se moti bikhar gae
zor se saans jo letaa huun to akasr shab-e-gham
dil ki aavaaz ajab dard bhari aati hai
kabhi dar par kabhi hai raste mein
nahin thakti hai intizaar se aankh
vo apne matlab ki kah rahe hain zabaan par go hai baat meri
hai chit bhi un ki hai paT bhi un ki hai jiit un ki hai maat meri
Ghazalग़ज़ल
charaagh us ne bujhaa bhi diyaa jalaa bhi diyaa
चराग़ उस ने बुझा भी दिया जला भी दिया
laD hi jaae kisi nigaar se aankh
लड़ ही जाए किसी निगार से आँख
zauq-e-ulfat ab bhi hai raahat kaa armaan ab bhi hai
ज़ौक़-ए-उल्फ़त अब भी है राहत का अरमाँ अब भी है
puchhte hain vo ishq kaa matlab
पूछते हैं वो इश्क़ का मतलब
jab mileinge ki ab mileinge aap
जब मिलेंगे कि अब मिलेंगे आप
vo apne matlab ki kah rahe hain zabaan par go hai baat meri
वो अपने मतलब की कह रहे हैं ज़बान पर गो है बात मेरी





