ajiib qaid thi jis men bahut khushi thi mujhe
ab ashk thamte nahin hain ye kya riha hua main

Bilal Ahmad
Bilal Ahmad
Sherशेर
See all 9 →ajiib qaid thi jis men bahut khushi thi mujhe
अजीब क़ैद थी जिस में बहुत ख़ुशी थी मुझे
suna hai main ne aziyyat maza bhi deti hai
सुना है मैं ने अज़िय्यत मज़ा भी देती है
ek kanTe ki khaTak se dil mira abad tha
एक काँटे की खटक से दिल मिरा आबाद था
ajiib Dhang se taqsim-e-kar ki us ne
अजीब ढंग से तक़सीम-ए-कार की उस ने
ek halat thi miri aur ek halat dil ki thi
एक हालत थी मिरी और एक हालत दिल की थी
zamin na.i thi anasir ki khu badalti thi
ज़मीं नई थी अनासिर की ख़ू बदलती थी
Popular Sher & Shayari
18 totalsuna hai main ne aziyyat maza bhi deti hai
suna hai dil ki khalish men sakun bhi hota hai
ek kanTe ki khaTak se dil mira abad tha
vo gaya to dil se mere dard ki rahat ga.i
ajiib Dhang se taqsim-e-kar ki us ne
so jis ko dil na diya us ko dilruba.i di
ek halat thi miri aur ek halat dil ki thi
meri halat to vahi hai dil ki vo halat ga.i
zamin na.i thi anasir ki khu badalti thi
hava se pahle jazire pe dhuup chalti thi
zamin nai thi anaasir ki khu badalti thi
havaa se pahle jazire pe dhuup chalti thi
ajiib qaid thi jis mein bahut khushi thi mujhe
ab ashk thamte nahin hain ye kyaa rihaa huaa main
hamaari khaak tabarruk samajh ke le jaao
hamaari jaan mohabbat ki lau mein jalti thi
sunaa hai main ne aziyyat maza bhi deti hai
sunaa hai dil ki khalish mein sakun bhi hotaa hai
ek kaanTe ki khaTak se dil miraa aabaad thaa
vo gayaa to dil se mere dard ki raahat gai
ajiib Dhang se taqsim-e-kaar ki us ne
so jis ko dil na diyaa us ko dilrubaai di
Ghazalग़ज़ल
shafaq se baam-e-falak laala-gun bhi hotaa hai
शफ़क़ से बाम-ए-फ़लक लाला-गूँ भी होता है
ik dikhaavaa rah gayaa bas dil se vo chaahat gai
इक दिखावा रह गया बस दिल से वो चाहत गई
ris rahaa hai muddat se koi pahlaa gham mujh mein
रिस रहा है मुद्दत से कोई पहला ग़म मुझ में
ajal ki phunk mire kaan mein sunaai di
अजल की फूँक मिरे कान में सुनाई दी
tiri talaash mein niklaa to raastaa huaa main
तिरी तलाश में निकला तो रास्ता हुआ मैं





