raste aur bhi jaate hain udhar ko lekin
vo mire dil se guzarta hua ghar jaata hai
Ehsanul Haq Mazhar
Ehsanul Haq Mazhar
Sherशेर
raste aur bhi jaate hain udhar ko lekin
रास्ते और भी जाते हैं उधर को लेकिन
zindagi us ki amanat thi vagarna 'maz.har'
ज़िंदगी उस की अमानत थी वगर्ना 'मज़हर'
fi-zamana ye muravvat bhi bahut hai 'maz.har'
फ़ी-ज़माना ये मुरव्वत भी बहुत है 'मज़हर'
is mohabbat se miri samt koi dekhta hai
इस मोहब्बत से मिरी सम्त कोई देखता है
tum adatan kahoge use yaar ma.azarat
तुम आदतन कहोगे उसे यार मा'ज़रत
Popular Sher & Shayari
10 totalzindagi us ki amanat thi vagarna 'maz.har'
ham ise apne tasarruf men bhi la sakte the
fi-zamana ye muravvat bhi bahut hai 'maz.har'
un ko jaana tha magar dost bahane se ga.e
is mohabbat se miri samt koi dekhta hai
ruk bhi jaata huun kabhi dasht ko jaata hua main
tum adatan kahoge use yaar ma.azarat
lekin ye e'tiraf ke zumre men aa.ega
tum aadatan kahoge use yaar maazarat
lekin ye e'tiraaf ke zumre mein aaegaa
fi-zamaana ye muravvat bhi bahut hai 'mazhar'
un ko jaanaa thaa magar dost bahaane se gae
is mohabbat se miri samt koi dekhtaa hai
ruk bhi jaataa huun kabhi dasht ko jaataa huaa main
raaste aur bhi jaate hain udhar ko lekin
vo mire dil se guzartaa huaa ghar jaataa hai
zindagi us ki amaanat thi vagarna 'mazhar'
ham ise apne tasarruf mein bhi laa sakte the
Ghazalग़ज़ल
jo thakaavaT pe mabni niind nahin
जो थकावट पे मब्नी नींद नहीं
vo pareshaani sar-e-dasht-e-adam hai ham ko
वो परेशानी सर-ए-दश्त-ए-अदम है हम को
tum abas DhunDhte phirte ho kahaan rasta thaa
तुम अबस ढूँढते फिरते हो कहाँ रस्ता था
khumaar-e-qurb mein is baat kaa khayaal na thaa
ख़ुमार-ए-क़ुर्ब में इस बात का ख़याल न था
is liye tez bhaagtaa huun main
इस लिए तेज़ भागता हूँ मैं
zindagi aur ghar kaa naqsha ek jaisaa ho rahaa hai
ज़िंदगी और घर का नक़्शा एक जैसा हो रहा है





