raste men 'fahim' us ki tabi.at ka bigaDna
ghar jaane ka ik aur bahana to nahin hai

Faheem Jogapuri
Faheem Jogapuri
Sherशेर
See all 16 →raste men 'fahim' us ki tabi.at ka bigaDna
रस्ते में 'फहीम' उस की तबीअत का बिगड़ना
shaam khamosh hai peDon pe ujala kam hai
शाम ख़ामोश है पेड़ों पे उजाला कम है
teri yaden ho ga.iin jaise muqaddas ayaten
तेरी यादें हो गईं जैसे मुक़द्दस आयतें
kitne tufanon se ham uljhe tujhe ma.alum kya
कितने तूफ़ानों से हम उलझे तुझे मालूम क्या
dahan gesu zaban ankhen ishare
दहन गेसू ज़बाँ आँखें इशारे
rah ga.i hai kuchh kami to kya shikayat hai 'fahim'
रह गई है कुछ कमी तो क्या शिकायत है 'फहीम'
Popular Sher & Shayari
32 totalshaam khamosh hai peDon pe ujala kam hai
lauT aa.e hain sabhi ek parinda kam hai
teri yaden ho ga.iin jaise muqaddas ayaten
chain aata hi nahin dil ko tilavat ke baghair
kitne tufanon se ham uljhe tujhe ma.alum kya
peD ke dukh-dard ka phulon se andaza na kar
dahan gesu zaban ankhen ishare
sabhi raste lab-e-iz.har ke hain
rah ga.i hai kuchh kami to kya shikayat hai 'fahim'
is jahan men sab adhure hain mukammal kaun hai
rah gai hai kuchh kami to kyaa shikaayat hai 'fahim'
is jahaan mein sab adhure hain mukammal kaun hai
band kamre mein tiraa dard na bujh jaae kahin
khiDkiyaan khol ki ye aag havaa chaahti hai
milan ke baa'd aati hai judaai
narak bhi sovarg se kitnaa nikaT hai
shaam khaamosh hai peDon pe ujaalaa kam hai
lauT aae hain sabhi ek parinda kam hai
teri yaadein ho gaiin jaise muqaddas aayatein
chain aataa hi nahin dil ko tilaavat ke baghair
vaaqif kahaan zamaana hamaari uDaan se
vo aur the jo haar gae aasmaan se
Ghazalग़ज़ल
raat kaa ab koi jaadu nahin chalne vaalaa
रात का अब कोई जादू नहीं चलने वाला
apne qadam ki chaap se yuun Dar rahe hain ham
अपने क़दम की चाप से यूँ डर रहे हैं हम
jab bhi hanste hue inkaar kiyaa hai us ne
जब भी हँसते हुए इंकार किया है उस ने
yaad kar kar ke tiri yaad miTaane nikle
याद कर कर के तिरी याद मिटाने निकले
bech kar tahzib daulat ke pujaari ho gae
बेच कर तहज़ीब दौलत के पुजारी हो गए
falak pe hansne lage chaand taare shaam ke baad
फ़लक पे हँसने लगे चाँद तारे शाम के बाद





