main shahr men tanha hi use DhunD raha huun
jo sab se chhupa.i thi vahi chiiz gumi hai

Fakhr Abbas
Fakhr Abbas
Sherशेर
See all 9 →main shahr men tanha hi use DhunD raha huun
मैं शहर में तन्हा ही उसे ढूँड रहा हूँ
kabhi kabhi to mujhe daad itni milti hai
कभी कभी तो मुझे दाद इतनी मिलती है
sar par ye jo chhat ka saaya hota hai
सर पर ये जो छत का साया होता है
jab se us ki aankh men aansu dekhe hain
जब से उस की आँख में आँसू देखे हैं
ai mohabbat mujh ko aisa hausla khairat kar
ऐ मोहब्बत मुझ को ऐसा हौसला ख़ैरात कर
mujhe Thukra diya tu ne faqat sha.ir samajh kar aaj
मुझे ठुकरा दिया तू ने फ़क़त शाइ'र समझ कर आज
Popular Sher & Shayari
18 totalkabhi kabhi to mujhe daad itni milti hai
ki saare ghar ka guzara usi se hota hai
sar par ye jo chhat ka saaya hota hai
divaron ne bojh uThaya hota hai
jab se us ki aankh men aansu dekhe hain
tab se mujh ko paani se Dar lagta hai
ai mohabbat mujh ko aisa hausla khairat kar
us ko baazu se pakaD kar kah sakun ki baat kar
mujhe Thukra diya tu ne faqat sha.ir samajh kar aaj
miri nazmen tire bachche syllabus men paDhen to phir
mujhe Thukraa diyaa tu ne faqat shaair samajh kar aaj
miri nazmein tire bachche syllabus mein paDhein to phir
jab se us ki aankh mein aansu dekhe hain
tab se mujh ko paani se Dar lagtaa hai
ai mohabbat mujh ko aisaa hausla khairaat kar
us ko baazu se pakaD kar kah sakun ki baat kar
main shahr mein tanhaa hi use DhunD rahaa huun
jo sab se chhupaai thi vahi chiiz gumi hai
vo chaahtaa hai mahina kaTe na jaldi se
kiraae-daar ke dukh bhi ajiib hote hain
kabhi kabhi to mujhe daad itni milti hai
ki saare ghar kaa guzaara usi se hotaa hai
Ghazalग़ज़ल
divaana-pan aur bekaari milti hai
दीवाना-पन और बेकारी मिलती है
ghazlein likh likh paagal hone vaalaa huun
ग़ज़लें लिख लिख पागल होने वाला हूँ
chehre se kab ayaan hai mire iztiraar bhi
चेहरे से कब अयाँ है मिरे इज़्तिरार भी
nahin kaam rakhnaa koi dil lagi se yakum january se
नहीं काम रखना कोई दिल लगी से यकुम जनवरी से
roti hui aankhon kaa vo manzar nahin dekhaa
रोती हुई आँखों का वो मंज़र नहीं देखा
bilkul tum saa aur tumhaaraa lagtaa huun
बिल्कुल तुम सा और तुम्हारा लगता हूँ





