ye kyuun kahte ho rah-e-ishq par chalna hai ham ko
kaho ki zindagi se ab faraghat chahiye hai

Farhat Nadeem Humayun
Farhat Nadeem Humayun
Sherशेर
See all 7 →ye kyuun kahte ho rah-e-ishq par chalna hai ham ko
ये क्यूँ कहते हो राह-ए-इश्क़ पर चलना है हम को
nahin hoti hai rah-e-ishq men asan manzil
नहीं होती है राह-ए-इश्क़ में आसान मंज़िल
tira didar ho ankhen kisi bhi samt dekhen
तिरा दीदार हो आँखें किसी भी सम्त देखें
milna hai agar khud se to phir der na karna
मिलना है अगर ख़ुद से तो फिर देर न करना
mera har khvab to bas khvab hi jaisa nikla
मेरा हर ख़्वाब तो बस ख़्वाब ही जैसा निकला
dil aisa makan hai jo agar TuuT gaya to
दिल ऐसा मकाँ है जो अगर टूट गया तो
Popular Sher & Shayari
14 totalnahin hoti hai rah-e-ishq men asan manzil
safar men bhi to sadiyon ki masafat chahiye hai
tira didar ho ankhen kisi bhi samt dekhen
so har chehre men ab teri shabahat chahiye hai
milna hai agar khud se to phir der na karna
kho jaane ka Dar hota hai takhir men likh de
mera har khvab to bas khvab hi jaisa nikla
kya kisi khvab ki ta.abir bhi ho sakti hai
dil aisa makan hai jo agar TuuT gaya to
lag ja.engi sadiyan na.i ta.amir men likh de
dil aisaa makaan hai jo agar TuuT gayaa to
lag jaaeingi sadiyaan nai taamir mein likh de
nahin hoti hai raah-e-ishq mein aasaan manzil
safar mein bhi to sadiyon ki masaafat chaahiye hai
tiraa didaar ho aankhein kisi bhi samt dekhein
so har chehre mein ab teri shabaahat chaahiye hai
milnaa hai agar khud se to phir der na karnaa
kho jaane kaa Dar hotaa hai taakhir mein likh de
meraa har khvaab to bas khvaab hi jaisaa niklaa
kyaa kisi khvaab ki taabir bhi ho sakti hai
DhunDeinge har ik chiiz mein jiine ki umangein
dil ki kisi khvaahish ko bhi maareinge nahin ham
Ghazalग़ज़ल
masala aaj mire ishq kaa tu hal kar de
मसअला आज मिरे इश्क़ का तू हल कर दे
ye furqaton mein lamha-e-visaal kaise aa gayaa
ये फुर्क़तों में लम्हा-ए-विसाल कैसे आ गया
jo tujhe paikar-e-sad-naaz-o-adaa kahte hain
जो तुझे पैकर-ए-सद-नाज़-ओ-अदा कहते हैं
nae mizaaj ki tashkil karnaa chaahte hain
नए मिज़ाज की तश्कील करना चाहते हैं
haal mein jiine ki tadbir bhi ho sakti hai
हाल में जीने की तदबीर भी हो सकती है
thaa pahlaa safar us ki rifaaqat bhi nai thi
था पहला सफ़र उस की रिफ़ाक़त भी नई थी





