mansur se kam nahin hai vo bhi
jo apni zaban se bolta hai

Farigh Bukhari
Farigh Bukhari
Sherशेर
See all 20 →mansur se kam nahin hai vo bhi
मंसूर से कम नहीं है वो भी
mohabbaton ki shikaston ka ik kharaba huun
मोहब्बतों की शिकस्तों का इक ख़राबा हूँ
kya zamana hai ye kya log hain kya duniya hai
क्या ज़माना है ये क्या लोग हैं क्या दुनिया है
divaren khaDi hui hain lekin
दीवारें खड़ी हुई हैं लेकिन
jalte mausam men koi farigh nazar aata nahin
जलते मौसम में कोई फ़ारिग़ नज़र आता नहीं
kitne shikve gile hain pahle hi
कितने शिकवे गिले हैं पहले ही
Popular Sher & Shayari
40 totalmohabbaton ki shikaston ka ik kharaba huun
khudara mujh ko girao ki main dobara banun
kya zamana hai ye kya log hain kya duniya hai
jaisa chahe koi vaisa nahin rahne dete
divaren khaDi hui hain lekin
andar se makan gir raha hai
jalte mausam men koi farigh nazar aata nahin
Dubta jaata hai har ik peD apni chhanv men
kitne shikve gile hain pahle hi
raah men fasle hain pahle hi
kitne shikve gile hain pahle hi
raah mein faasle hain pahle hi
jitne the tere mahke hue aanchalon ke rang
sab titliyon ne aur dhanak ne uDaa liye
safar mein koi kisi ke liye Thahartaa nahin
na muD ke dekhaa kabhi saahilon ko dariyaa ne
pukaaraa jab mujhe tanhaai ne to yaad aayaa
ki apne saath bahut mukhtasar rahaa huun main
do dariyaa bhi jab aapas mein milte hain
donon apni apni pyaas bujhaate hain
jalte mausam mein koi faarigh nazar aataa nahin
Dubtaa jaataa hai har ik peD apni chhaanv mein
Ghazalग़ज़ल
dekhaa tujhe to aankhon ne aivaan sajaa liye
देखा तुझे तो आँखों ने ऐवाँ सजा लिए
parchhaaiyon ke ban mein kahin aa gayaa huun main
परछाइयों के बन में कहीं आ गया हूँ मैं
teri khaatir ye fusun ham ne jagaa rakkhaa hai
तेरी ख़ातिर ये फ़ुसूँ हम ने जगा रक्खा है
ham vaqt ke ham-safar hi Thahre
हम वक़्त के हम-सफ़र ही ठहरे
vo raushni hai kahaan jis ke baad saayaa nahin
वो रौशनी है कहाँ जिस के बाद साया नहीं
hue hain sard dimaaghon ke dahke dahke alaav
हुए हैं सर्द दिमाग़ों के दहके दहके अलाव





