"kuchh is liye bhi mujhe kamyabi milti hai main apne baaba ke naqsh-e-qadam pe chalti huun"

Fauziya Rabab
Fauziya rabab
Sherशेर
See all 17 →kuchh is liye bhi mujhe kamyabi milti hai
कुछ इस लिए भी मुझे कामयाबी मिलती है
tumhari shab hai matam-kunan abhi mujh men
तुम्हारी याद है मातम-कुनाँ अभी मुझ में
aaj phir tum ko ham ne dekha hai
आज फिर तुम को हम ने देखा है
mere khvabon men roz aati hain
मेरे ख़्वाबों में रोज़ आती हैं
ham ne ghazlon men jo utara hai
हम ने ग़ज़लों में जो उतारा है
dekh suqrat ne bas zahr piya tha lekin
देख सुक़रात ने बस ज़हर पिया था लेकिन
Popular Sher & Shayari
34 total"tumhari shab hai matam-kunan abhi mujh men tumhara dard abhi tak siyah libas men hai"
"aaj phir tum ko ham ne dekha hai aaj mahshar bani hain ye ankhen"
"mere khvabon men roz aati hain apni ankhen sanbhal kar rakhiye"
"ham ne ghazlon men jo utara hai tiri ankhon ka isti.ara hai"
"dekh suqrat ne bas zahr piya tha lekin zindagi main to tujhe ghol ke pi ja.ungi"
ishq jab se mujhe mayassar hai
khud ko hoti nahin mayassar main
mujh se puchhaa jo kisi ne tiri pahchaan bataa
main pukaari main tumhaari main tumhaari maulaa
kuza-gar main tiri mohabbat mein
apni surat bigaaD leti huun
vaqt jab aaina dikhaataa hai
aadmi khud ko bhuul jaataa hai
aaj phir tum ko ham ne dekhaa hai
aaj mahshar bani hain ye aankhein
jab vo kahti hai yuun ki uf tauba
meri tauba hi TuuT jaati hai
Ghazalग़ज़ल
ajiib chhaayaa hai khauf-o-hiraas aankhon mein
अजीब छाया है ख़ौफ़-ओ-हिरास आँखों में
ghaayal hai teri shahzaadi shahzaade
घायल है तेरी शहज़ादी शहज़ादे
log karte hain faqat vaqt guzaari paagal
लोग करते हैं फ़क़त वक़्त गुज़ारी पागल
kis ko apnaa haal sunaaein aap bataaein
किस को अपना हाल सुनाएँ आप बताएँ
tum bhi ab shahr se Dar jaate ho had karte ho
तुम भी अब शहर से डर जाते हो हद करते हो
thi us ke liye khvaab ki taabir koi hiir
थी उस के लिए ख़्वाब की ता'बीर कोई हीर





