"tum ne kyuun dil men jagah di hai buton ko 'sabir' tum ne kyuun kaaba ko but-khana bana rakkha hai"

Fazal Husain Sabir
Fazal Husain Sabir
Sherशेर
tum ne kyuun dil men jagah di hai buton ko 'sabir'
तुम ने क्यूँ दिल में जगह दी है बुतों को 'साबिर'
tu jafaon se jo badnam kiye jaata hai
तू जफ़ाओं से जो बदनाम किए जाता है
shagufta bagh-e-sukhan hai hamin se ai 'sabir'
शगुफ़्ता बाग़-ए-सुख़न है हमीं से ऐ 'साबिर'
un ki manind koi sahab-e-idrak kahan
उन की मानिंद कोई साहब-ए-इदराक कहाँ
'sabir' tera kalam sunen kyuun na ahl-e-fan
'साबिर' तेरा कलाम सुनें क्यूँ न अहल-ए-फ़न
Popular Sher & Shayari
10 total"tu jafaon se jo badnam kiye jaata hai yaad aa.egi tujhe meri vafa mere baad"
"shagufta bagh-e-sukhan hai hamin se ai 'sabir' jahan men misl-e-nasim-e-bahar ham bhi hain"
"un ki manind koi sahab-e-idrak kahan jo farishte nahin samjhe vo bashar samjhe hain"
"'sabir' tera kalam sunen kyuun na ahl-e-fan bandish ajab hai aur ajab bol chaal hai"
tu jafaaon se jo badnaam kiye jaataa hai
yaad aaegi tujhe meri vafaa mere baad
un ki maanind koi saahab-e-idraak kahaan
jo farishte nahin samjhe vo bashar samjhe hain
'saabir' teraa kalaam sunein kyuun na ahl-e-fan
bandish ajab hai aur ajab bol chaal hai
shagufta baagh-e-sukhan hai hamin se ai 'saabir'
jahaan mein misl-e-nasim-e-bahaar ham bhi hain
tum ne kyuun dil mein jagah di hai buton ko 'saabir'
tum ne kyuun kaaba ko but-khaana banaa rakkhaa hai
Ghazalग़ज़ल
thi umid-e-mahr un ko mehrbaan samjhaa thaa main
थी उमीद-ए-महर उन को मेहरबाँ समझा था मैं
mashriq vatan rahaa kabhi maghrib vatan rahaa
मशरिक़ वतन रहा कभी मग़रिब वतन रहा
nairangiyaan falak ki hain mere hi ji ke saath
नैरंगियाँ फ़लक की हैं मेरे ही जी के साथ
kyaa khabar thi ye mohabbat kaa natija hogaa
क्या ख़बर थी ये मोहब्बत का नतीजा होगा
sirat achchhi hai tiri yaar jamaal achchhaa hai
सीरत अच्छी है तिरी यार जमाल अच्छा है
pher kar tegh-e-nazar tegh-e-jafaa se pahle
फेर कर तेग़-ए-नज़र तेग़-ए-जफ़ा से पहले





