"kahte hain eid hai aaj apni bhi eid hoti ham ko agar mayassar janan ki diid hoti"

Ghulam Bhik Nairang
Ghulam Bhik Nairang
Sherशेर
See all 7 →kahte hain eid hai aaj apni bhi eid hoti
कहते हैं ईद है आज अपनी भी ईद होती
dard ulfat ka na ho to zindagi ka kya maza
दर्द उल्फ़त का न हो तो ज़िंदगी का क्या मज़ा
aah! kal tak vo navazish! aaj itni be-rukhi
आह! कल तक वो नवाज़िश! आज इतनी बे-रुख़ी
mere pahlu men tum aao ye kahan mere nasib
मेरे पहलू में तुम आओ ये कहाँ मेरे नसीब
naaz ne phir kiya aghaz vo andaz-e-niyaz
नाज़ ने फिर किया आग़ाज़ वो अंदाज़-ए-नियाज़
dana-o-dam sambhala mire sayyad ne phir
दाना-ओ-दाम सँभाला मिरे सय्याद ने फिर
Popular Sher & Shayari
14 total"dard ulfat ka na ho to zindagi ka kya maza ah-o-zari zindagi hai be-qarari zindagi"
"aah! kal tak vo navazish! aaj itni be-rukhi kuchh to nisbat chahiye anjam ko aghaz se"
"mere pahlu men tum aao ye kahan mere nasib ye bhi kya kam hai tasavvur men to aa jaate ho"
"naaz ne phir kiya aghaz vo andaz-e-niyaz husn-e-jan-soz ko phir soz ka da.ava hai vahi"
"dana-o-dam sambhala mire sayyad ne phir apni gardan hai vahi ishq ka phanda hai vahi"
kahte hain eid hai aaj apni bhi eid hoti
ham ko agar mayassar jaanaan ki diid hoti
dard ulfat kaa na ho to zindagi kaa kyaa mazaa
aah-o-zaari zindagi hai be-qaraari zindagi
aah! kal tak vo navaazish! aaj itni be-rukhi
kuchh to nisbat chaahiye anjaam ko aaghaaz se
mere pahlu mein tum aao ye kahaan mere nasib
ye bhi kyaa kam hai tasavvur mein to aa jaate ho
naaz ne phir kiyaa aaghaaz vo andaaz-e-niyaaz
husn-e-jaan-soz ko phir soz kaa daavaa hai vahi
mahv-e-did-e-chaman-e-shauq hai phir dida-e-shauq
gul-e-shaadaab vahi bulbul-e-shaidaa hai vahi
Ghazalग़ज़ल
kaT gai be-mudda'aa saari ki saari zindagi
कट गई बे-मुद्द'आ सारी की सारी ज़िंदगी
kis tarah vaaqif hon haal-e-aashiq-e-jaan-baaz se
किस तरह वाक़िफ़ हों हाल-ए-आशिक़-ए-जाँ-बाज़ से
kahte hain iid hai aaj apni bhi iid hoti
कहते हैं ईद है आज अपनी भी ईद होती
kabhi surat jo mujhe aa ke dikhaa jaate ho
कभी सूरत जो मुझे आ के दिखा जाते हो
mire pahlu se jo nikle vo miri jaan ho kar
मिरे पहलू से जो निकले वो मिरी जाँ हो कर
ik hujum-e-gham-o-kulfat hai khudaa khair kare
इक हुजूम-ए-ग़म-ओ-कुलफ़त है ख़ुदा ख़ैर करे





