irada tha ji lunga tujh se bichhaD kar
guzarta nahin ik december akele

Ghulam Mohammad Qasir
Ghulam Mohammad Qasir
Sherशेर
See all 48 →irada tha ji lunga tujh se bichhaD kar
इरादा था जी लूँगा तुझ से बिछड़ कर
ye hadsa hai ki naraz ho gaya suraj
ये हादसा है कि नाराज़ हो गया सूरज
zamanon ko uDanen barq ko raftar deta tha
ज़मानों को उड़ानें बर्क़ को रफ़्तार देता था
ummid ki sukhti shakhon se saare patte jhaD ja.enge
उम्मीद की सूखती शाख़ों से सारे पत्ते झड़ जाएँगे
bayaban duur tak main ne sajaya tha
बयाबाँ दूर तक मैं ने सजाया था
din andheron ki talab men guzra
दिन अंधेरों की तलब में गुज़रा
Popular Sher & Shayari
96 totalye hadsa hai ki naraz ho gaya suraj
main ro raha tha lipaT kar khud apne saa.e se
zamanon ko uDanen barq ko raftar deta tha
magar mujh se kaha Thahre hue sham-o-sahar le ja
ummid ki sukhti shakhon se saare patte jhaD ja.enge
is khauf se apni tasviren ham sal-ba-sal banate hain
bayaban duur tak main ne sajaya tha
magar vo shahr ke raste se aaya tha
din andheron ki talab men guzra
raat ko sham.a jala di ham ne
baghair us ke ab aaraam bhi nahin aataa
vo shakhs jis kaa mujhe naam bhi nahin aataa
pyaar gayaa to kaise milte rang se rang aur khvaab se khvaab
ek mukammal ghar ke andar har tasvir adhuri thi
is tarah qaht-e-havaa ki zad mein hai meraa vajud
aandhiyaan pahchaan leti hain ba-aasaani mujhe
saayon ki zad mein aa gaiin saari ghulaam-gardishein
ab to kaniz ke liye raah-e-faraar bhi nahin
aayaa hai ik raah-numaa ke istiqbaal ko ik bachcha
peT hai khaali aankh mein hasrat haathon mein gul-dasta hai
pahle ik shakhs meri zaat banaa
aur phir puuri kaaenaat banaa
Ghazalग़ज़ल
siina madfan ban jaataa hai jiite jaagte raazon kaa
सीना मदफ़न बन जाता है जीते जागते राज़ों का
khvaab kahaan se TuuTaa hai taabir se puchhte hain
ख़्वाब कहाँ से टूटा है ताबीर से पूछते हैं
milne ki har aas ke pichhe an-dekhi majburi thi
मिलने की हर आस के पीछे अन-देखी मजबूरी थी
ye jahaan-navard ki daastaan ye fasaana Dolte saae kaa
ये जहाँ-नवर्द की दास्ताँ ये फ़साना डोलते साए का
ban se fasil-e-shahr tak koi savaar bhi nahin
बन से फ़सील-ए-शहर तक कोई सवार भी नहीं
baghair us ke ab aaraam bhi nahin aataa
बग़ैर उस के अब आराम भी नहीं आता





