Sher
itni jaldi nahin bichhaDna tha
jitni jaldi bichhaD ga.i ho tum

Haider Allahabadi
itni jaldi nahin bichhaDna tha
इतनी जल्दी नहीं बिछड़ना था
haar jaata huun un ki baton se
हार जाता हूँ उन की बातों से
ye zamana hai jaan lo sahib
ये ज़माना है जान लो साहिब
chhat pe aa.i ho aaj barson ba.ad
छत पे आई हो आज बरसों बा'द
roz takte hain ek duuje ko
रोज़ तकते हैं एक दूजे को
tere jaane ke baad dekh zara
तेरे जाने के बाद देख ज़रा
itni jaldi nahin bichhaDna tha
jitni jaldi bichhaD ga.i ho tum
haar jaata huun un ki baton se
jin ki baton se jiit jaata tha
ye zamana hai jaan lo sahib
har qadam par tumhen dagha dega
chhat pe aa.i ho aaj barson ba.ad
dekh kar chand Dar na jaa.e kahin
roz takte hain ek duuje ko
haan magar baat ham nahin karte
tere jaane ke baad dekh zara
kitna barbad ho gaya huun main
itni jaldi nahin bichhaDnaa thaa
jitni jaldi bichhaD gai ho tum
apne bistar pe dam na toD dein ham
teri baaton ko yaad kar kar ke
us ne kaisaa ye kaam kar Daalaa
meraa jiinaa haraam kar Daalaa
teraa chehra to dekh rakkhaa hai
had hai teri jabin nahin dekhi
kyon miraa intizaar karte ho
kis liye mujh se pyaar karte ho
chhat pe aai ho aaj barson baad
dekh kar chaand Dar na jaae kahin
har gali se har ik javaan nikle
हर गली से हर इक जवाँ निकले
rahtaa hai jaise chaand sitaaron ke darmiyaan
रहता है जैसे चाँद सितारों के दरमियाँ
apne lafzon se kisi dil ko dukhaane vaalaa
अपने लफ़्ज़ों से किसी दिल को दुखाने वाला
ghar kaa parda uThaa rahaa huun main
घर का पर्दा उठा रहा हूँ मैं
jo mere saath saath chalte hain
जो मेरे साथ साथ चलते हैं
jab talak vo guzar nahin jaate
जब तलक वो गुज़र नहीं जाते