duniya bas is se aur ziyada nahin hai kuchh
kuchh roz hain guzarne aur kuchh guzar ga.e

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida
Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida
Sherशेर
See all 8 →duniya bas is se aur ziyada nahin hai kuchh
दुनिया बस इस से और ज़ियादा नहीं है कुछ
1 views
mai na ho bu hi sahi kuchh to ho rindon ke liye
मय न हो बू ही सही कुछ तो हो रिंदों के लिए
ta.assub bar-taraf masjid ho ya ho ku-e-but-khana
तअस्सुब बर-तरफ़ मस्जिद हो या हो कू-ए-बुत-ख़ाना
dard ko rahne bhi de dil men dava ho ja.egi
दर्द को रहने भी दे दिल में दवा हो जाएगी
charcha hamara ishq ne kyuun ja-ba-ja kiya
चर्चा हमारा इश्क़ ने क्यूँ जा-ब-जा किया
rukhsar par hai rang-e-haya ka farogh aaj
रुख़्सार पर है रंग-ए-हया का फ़रोग़ आज
Popular Sher & Shayari
16 totalmai na ho bu hi sahi kuchh to ho rindon ke liye
isi hiile se bujhegi havas-e-jam-e-sharab
ta.assub bar-taraf masjid ho ya ho ku-e-but-khana
rah-e-dildar par jaata qadam yuun bhi hai aur yuun bhi
dard ko rahne bhi de dil men dava ho ja.egi
maut aa.egi to ai hamdam shifa ho ja.egi
charcha hamara ishq ne kyuun ja-ba-ja kiya
dil us ko de diya to bhala kya bura kiya
rukhsar par hai rang-e-haya ka farogh aaj
bose ka naam main ne liya vo nikhar ga.e
charchaa hamaaraa ishq ne kyuun jaa-ba-jaa kiyaa
dil us ko de diyaa to bhalaa kyaa buraa kiyaa
dard ko rahne bhi de dil mein davaa ho jaaegi
maut aaegi to ai hamdam shifaa ho jaaegi
duniyaa bas is se aur ziyaada nahin hai kuchh
kuchh roz hain guzaarne aur kuchh guzar gae
rukhsaar par hai rang-e-hayaa kaa farogh aaj
bose kaa naam main ne liyaa vo nikhar gae
vo sar hi kyaa ki jis mein tumhaaraa na ho khayaal
vo dil hi kyaa ki jis mein tumhaaraa guzar na ho
mai na ho bu hi sahi kuchh to ho rindon ke liye
isi hiile se bujhegi havas-e-jaam-e-sharaab
Ghazalग़ज़ल
mariz-e-ishq ki juz-marg duniyaa mein davaa kyuun ho
मरीज़-ए-इश्क़ की जुज़-मर्ग दुनिया में दवा क्यूँ हो
hogi khabar jo ham ne suni besh-o-kam ghalat
होगी ख़बर जो हम ने सुनी बेश-ओ-कम ग़लत
jo honi thi vo ham-nashin ho chuki
जो होनी थी वो हम-नशीं हो चुकी
phirtaa rahtaa huun main har lahza pas-e-jaam-e-sharaab
फिरता रहता हूँ मैं हर लहज़ा पस-ए-जाम-ए-शराब
kuchh baat hi thi aisi ki thaame jigar gae
कुछ बात ही थी ऐसी कि थामे जिगर गए
martaa bhalaa hai zabt ki taaqat agar na ho
मरता भला है ज़ब्त की ताक़त अगर न हो





