main tark-e-ta.alluq pe bhi amada huun lekin
tu bhi to mira qarz-e-gham-e-hijr ada kar

Hasan Abbas Raza
Hasan Abbas Raza
Sherशेर
See all 20 →main tark-e-ta.alluq pe bhi amada huun lekin
मैं तर्क-ए-तअल्लुक़ पे भी आमादा हूँ लेकिन
ye kar-e-ishq to bachchon ka khel Thahra hai
ये कार-ए-इश्क़ तो बच्चों का खेल ठहरा है
juda.i ki ruton men suraten dhundlane lagti hain
जुदाई की रुतों में सूरतें धुँदलाने लगती हैं
tujh se bichhaD ke samt-e-safar bhulne lage
तुझ से बिछड़ के सम्त-ए-सफ़र भूलने लगे
irada tha ki ab ke rang-e-duniya dekhna hai
इरादा था कि अब के रंग-ए-दुनिया देखना है
bachchon ke saath aaj use dekha to dukh hua
बच्चों के साथ आज उसे देखा तो दुख हुआ
Popular Sher & Shayari
40 totalye kar-e-ishq to bachchon ka khel Thahra hai
so kar-e-ishq men koi kamal kya karna
juda.i ki ruton men suraten dhundlane lagti hain
so aise mausamon men aa.ina dekha nahin karte
tujh se bichhaD ke samt-e-safar bhulne lage
phir yuun hua ham apna hi ghar bhulne lage
irada tha ki ab ke rang-e-duniya dekhna hai
khabar kya thi ki apna hi tamasha dekhna hai
bachchon ke saath aaj use dekha to dukh hua
un men se koi ek bhi maan par nahin gaya
dhaDakti qurbaton ke khvaab se jaage to jaanaa
zaraa se vasl ne kitnaa akelaa kar diyaa hai
judaai ki ruton mein suratein dhundlaane lagti hain
so aise mausamon mein aaina dekhaa nahin karte
kyaa shakhs thaa uDaataa rahaa umr bhar mujhe
lekin havaa se haath milaane nahin diyaa
savaal ye nahin mujh se hai kyuun gurezaan vo
savaal ye hai ki kyuun jism o jaan se baahar hai
bachchon ke saath aaj use dekhaa to dukh huaa
un mein se koi ek bhi maan par nahin gayaa
sivaa tere har ik shai ko haTaa denaa hai manzar se
aur is ke baa'd khud ko be-sar-o-saamaan karnaa hai
Ghazalग़ज़ल
visaal-ghaDiyon mein reza reza bikhar rahe hain
विसाल-घड़ियों में रेज़ा रेज़ा बिखर रहे हैं
har ek chehre pe kanda hikaayatein dekho
हर एक चेहरे पे कंदा हिकायतें देखो
gulaab-e-surkh se aaraasta daalaan karnaa hai
गुलाब-ए-सुर्ख़ से आरास्ता दालान करना है
ek be-naam saa Dar siine mein aa baiThaa hai
एक बे-नाम सा डर सीने में आ बैठा है
na aarzuon kaa chaand chamkaa na qurbaton ke gulaab mahke
न आरज़ुओं का चाँद चमका न क़ुर्बतों के गुलाब महके
zamin sarakti hai phir saaebaan TuTtaa hai
ज़मीं सरकती है फिर साएबान टूटता है





