'hasn-jamil' tira ghar agar zamin pe hai
to phir ye kis liye gum asman men tu hai

Hasan Jameel
Hasan Jameel
Sherशेर
'hasn-jamil' tira ghar agar zamin pe hai
'हसन-जमील' तिरा घर अगर ज़मीन पे है
ye raushni yunhi aghosh men nahin aati
ये रौशनी यूँही आग़ोश में नहीं आती
abhi vo khud ko hi dekhe jaata hai aa.ine men
अभी वो ख़ुद को ही देखे जाता है आइने में
zindagi bhar dar-o-divar saja.e jaa.en
ज़िंदगी भर दर-ओ-दीवार सजाए जाएँ
ma.alum hua kaise khizan aati hai gul par
मालूम हुआ कैसे ख़िज़ाँ आती है गुल पर
kitni be-rang thi duniya mire khvabon ki 'jamil'
कितनी बे-रंग थी दुनिया मिरे ख़्वाबों की 'जमील'
Popular Sher & Shayari
12 totalye raushni yunhi aghosh men nahin aati
charagh ban ke munDeron pe jalna paDta hai
abhi vo khud ko hi dekhe jaata hai aa.ine men
abhi kisi se use mohabbat nahin hui hai
zindagi bhar dar-o-divar saja.e jaa.en
tab kahin ja ke makinon pe makan khulte hain
ma.alum hua kaise khizan aati hai gul par
sikha hai bikharna tire inkar se main ne
kitni be-rang thi duniya mire khvabon ki 'jamil'
us ko dekha hai to ankhon men ujala hua hai
ye raushni yunhi aaghosh mein nahin aati
charaagh ban ke munDeron pe jalnaa paDtaa hai
kitni be-rang thi duniyaa mire khvaabon ki 'jamil'
us ko dekhaa hai to aankhon mein ujaalaa huaa hai
maalum huaa kaise khizaan aati hai gul par
sikhaa hai bikharnaa tire inkaar se main ne
zindagi bhar dar-o-divaar sajaae jaaein
tab kahin jaa ke makinon pe makaan khulte hain
abhi vo khud ko hi dekhe jaataa hai aaine mein
abhi kisi se use mohabbat nahin hui hai
'hasn-jamil' tiraa ghar agar zamin pe hai
to phir ye kis liye gum aasmaan mein tu hai
Ghazalग़ज़ल
dasht mein phuul khilaa rakkhaa hai
दश्त में फूल खिला रक्खा है
koi daanaaiyon ko hech jaane
कोई दानाइयों को हेच जाने
tilism-e-aatish-e-gham aazmaane vaalaa ho
तिलिस्म-ए-आतिश-ए-ग़म आज़माने वाला हो
arsa-e-umr mile vusat-e-viraan mein mujhe
अर्सा-ए-उम्र मिले वुसअ'त-ए-वीराँ में मुझे
nazar mein manzar-e-rafta samaa bhi saktaa hai
नज़र में मंज़र-ए-रफ़्ता समा भी सकता है
tiri judaai ne ye kyaa banaa diyaa hai mujhe
तिरी जुदाई ने ये क्या बना दिया है मुझे





