"apna ghar phir apna ghar hai apne ghar ki baat kya ghair ke gulshan se sau darja bhala apna qafas"
Heera Lal Falak Dehlvi
Heera Lal Falak Dehlvi
Sherशेर
See all 22 →apna ghar phir apna ghar hai apne ghar ki baat kya
अपना घर फिर अपना घर है अपने घर की बात क्या
haal bimar ka puchho to shifa milti hai
हाल बीमार का पूछो तो शिफ़ा मिलती है
raushni tez karo chand sitaro apni
रौशनी तेज़ करो चाँद सितारो अपनी
mil ke sab amn-o-chain se rahiye
मिल के सब अम्न-ओ-चैन से रहिए
mira khat paDh liya us ne magar ye to bata qasid
मिरा ख़त पढ़ लिया उस ने मगर ये तो बता क़ासिद
tan ko miTTi nafas ko hava le ga.i
तन को मिट्टी नफ़स को हवा ले गई
Popular Sher & Shayari
44 total"haal bimar ka puchho to shifa milti hai ya.ani ik kalma-e-pursish bhi dava hota hai"
"raushni tez karo chand sitaro apni mujh ko manzil pe pahunchna hai sahar hone tak"
"mil ke sab amn-o-chain se rahiye la.anten bhejiye fasadon par"
"mira khat paDh liya us ne magar ye to bata qasid nazar aa.i jabin par buund bhi koi pasine ki"
"tan ko miTTi nafas ko hava le ga.i maut ko kya mila maut kya le ga.i"
haal bimaar kaa puchho to shifaa milti hai
yaani ik kalma-e-pursish bhi davaa hotaa hai
tan ko miTTi nafas ko havaa le gai
maut ko kyaa milaa maut kyaa le gai
raushni tez karo chaand sitaaro apni
mujh ko manzil pe pahunchnaa hai sahar hone tak
mil ke sab amn-o-chain se rahiye
laantein bhejiye fasaadon par
miraa khat paDh liyaa us ne magar ye to bataa qaasid
nazar aai jabin par buund bhi koi pasine ki
apnaa ghar phir apnaa ghar hai apne ghar ki baat kyaa
ghair ke gulshan se sau darja bhalaa apnaa qafas
Ghazalग़ज़ल
ashk-e-gham vo hai jo duniyaa ko dikhaa bhi na sakun
अश्क-ए-ग़म वो है जो दुनिया को दिखा भी न सकूँ
meri hasti mein miri ziist mein shaamil honaa
मेरी हस्ती में मिरी ज़ीस्त में शामिल होना
ku-e-jaanaan mein adaa dekhiye divaanon ki
कू-ए-जानाँ में अदा देखिए दीवानों की
ku-e-jaanaan mein nahin koi guzar ki surat
कू-ए-जानाँ में नहीं कोई गुज़र की सूरत
niyyat agar kharaab hui hai huzur ki
निय्यत अगर ख़राब हुई है हुज़ूर की
zamaana dekhtaa hai hans ke chashm-e-khun-fishaan meri
ज़माना देखता है हंस के चश्म-ए-ख़ूँ-फ़िशाँ मेरी





