mire nikah se pahle ye baat likh dena
tum apne mehr men meri hayat likh dena

Hilal Badayuni
Hilal Badayuni
Sherशेर
See all 17 →mire nikah se pahle ye baat likh dena
मिरे निकाह से पहले ये बात लिख देना
tumhare samne jazbat saare khol sakta huun
तुम्हारे सामने जज़्बात सारे खोल सकता हूँ
maujud mere dil men tumhari jo yaad hai
मौजूद मेरे दिल में तुम्हारी जो याद है
'hilal' aur ziyada ho tera zor-e-qalam
'हिलाल' और ज़ियादा हो तेरा ज़ोर-ए-क़लम
maujud mere dil men jo zakhmon ke daagh hain
मौजूद मेरे दिल में जो ज़ख़्मों के दाग़ हैं
kahne pe tere maan ko bhala kaise chhoD duun
कहने पे तेरे माँ को भला कैसे छोड़ दूँ
Popular Sher & Shayari
34 totaltumhare samne jazbat saare khol sakta huun
jo sunna chahte ho tum main vo bhi bol sakta huun
maujud mere dil men tumhari jo yaad hai
ye meri milkiyat hai miri ja.edad hai
'hilal' aur ziyada ho tera zor-e-qalam
ye sha.eri tiri dil ki zaban tak pahunchi
maujud mere dil men jo zakhmon ke daagh hain
vo ek bevafa ke sitam ke charagh hain
kahne pe tere maan ko bhala kaise chhoD duun
tu aisa kar ki dusra shauhar talash kar
maujud mere dil mein jo zakhmon ke daagh hain
vo ek bevafaa ke sitam ke charaagh hain
maza to jab hai ki dil kaa andheraa miT jaae
gharon mein laakh charaaghaan kiyaa kare koi
sirf rishta nahin ek ehsaas hai
duur ho kar bhi maan to mire paas hai
kuchh aur de na paae zamaane ko ham 'hilaal'
paighaam-e-amn deinge isi shaaeri se ham
gharib shakhs ko miltaa nahin kisi bhi tarah
ye ishq ho gayaa sarkaari naukri ki tarah
tumhaare saamne jazbaat saare khol saktaa huun
jo sunnaa chaahte ho tum main vo bhi bol saktaa huun
Ghazalग़ज़ल
mire gumaan se bhi unchi uDaan tak pahunchi
मिरे गुमाँ से भी ऊँची उड़ान तक पहुँची
faqat main kyon rahun rusvaa tiri rusvaai bhi to ho
फ़क़त मैं क्यों रहूँ रुस्वा तिरी रुस्वाई भी तो हो
jis par jabin jhukaai thi vo dar talaash kar
जिस पर जबीं झुकाई थी वो दर तलाश कर
vo jo mujh se khafaa nahin hotaa
वो जो मुझ से ख़फ़ा नहीं होता
mizaaj dard kaa khugar isi liye to hai
मिज़ाज दर्द का ख़ूगर इसी लिए तो है
samjhein jo mere gham ko vo apne nahin rahe
समझें जो मेरे ग़म को वो अपने नहीं रहे





